Initially kam investment karin forex main

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Initially kam investment karin forex main
    Dear forex members hum jab forex business mein aate hai to hame apni investment karni parti hai hame chahiye ke shuru mein kam se kam investment karin aur uske upar hum practice kare agar hamara profit hota hai to hum usme mazeed investment kare otherwise usme apni practice jari rakhain ya is ka sabse bara hal ye hay kay demo demo account mein practice karin magar aksar logon ki shikayat hai ki demo account mein sahi trading nahi hoti..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhi ap ke bat theak a Koi b busseness ap start karty hain to ap ko zaida experience ni hota jis ke waja se risk ni lena chiey aur very simple k Apna lot size km se km rakhy ta k ta k agr Ap ko loss b hota a to km se km o aur phir jb ap smjy k abi m is qabil o gya hoo k ab m trade ko handal kr skta hoo to phir beshak Apna lot size zaida kr ly
    • #3 Collapse

      Dear baat ya hay k aap ki ya baat tu bikal thek hay k jab kohi new bussniss start kartay ho tu starting main hamasha kam investment ki jati hay ta k exprence hasil keya ja sakay same issi tarha instaforex trading main be start main kam investment karni chaya bulkay pak fouram per post kar k bounas hasil karna chaya us sa pher trade karni chaya start main
      • #4 Collapse

        Dear sir g ap ki bat bilkul sahi hy humein practices karni chahiye taky hum forex mein agy badh sakein kiyon k forex mein kafi secrets hein jo sirf practices sy he pta chalta hy bina practices humein forex mein kabhi trad ni karni chahiye demo to demo hy wo sirf dikhany k liye he hoti hy jo k wo practices dety hein
        welcome to pak forum
        • #5 Collapse

          Forex market mai investment krna bhe bohat zaroori hai. Likan es kay sath ap ko forex market mai trade ka bhe pata ho tou ap market mai trade kr sakty ho. Es say ap regular earning bhe kr sakty ho. Begar trading knowledge kay ap forex market mai trade nahi kr saskty ho.
          • #6 Collapse

            forex trading main investement say pehlay humay forex trading ko achi trah seekhna cahhiye kyun keh agar hum achi trha esko seekh kar kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur humari investment bhi tab he safe reh sakti hay humay bina seekhnay kay trading main investnent nahi karni chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main new hay aur kam experince hay to humay chahiye keh kam amount investment karen kyun keh investment karni he tab chahiye jab humay es business ki puri trha samjh aa jaye tab he hum market main regular base par achi earning kar sakty hay esmain ziada say ziada time daina chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X