Trading mein lalach karni chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein lalach karni chahiye.
    Dear jesa k ap ny dekha hoga k agar kuch profit hota hy to dill kehta hy k cut karlon lekin phir dill kehta hy k jany do aur profit hoga to ye lalach hy to kiya ye sahi hy kabhi kabhi mujhy lagta hy k lalach sahi ho jati hy aur kabhi kabhi lagta hy k lalach sahi ni hy to ap kiya kehty ho is bary mein
    welcome to pak forum
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi mai yahan ak bat krna chaon ga accha question kia hai jab ap tp laga dain tu pr tp ko change mat karain agr change karian gain tu ap ko hi nuksan ho ga lalch mai banda ah kr tp change kr data hai or aga barha data hai jis kia hota hai market ap ki pahala wali tp ko tohra s cross kr ka wapas ah jati hai or result kia nikalta hai loss hota hai profit ki jaga or is loss ki waja serf or serf ap ki lalach hai dear asa mat karian ka ap na tp lagai or os ka bad ap na tp chnage kr nahi tp ko change mat karian chaya tohra ho profit kiun na ho na hona s tu bahtar hai na is lia tohra hi sahi laken tp change na karian ya apna assool bana lain
    • #3 Collapse

      Dear friend lalash kbhi sahi nai ho sakta agar kahein par yea apko thora bohat faida dy bi dey to eska matlab yea nai ky ap usko apna muqadar bna lein apko chaye ky ap jb ak baar tp lga dein to usko change na krein es mein nuksan apka he hoga
      • #4 Collapse

        me to ye kehta hon k lalach boht buri chez hai forex me khas kar aksar lalach ki waja se ap ka profit bhi loss me badal jata hai es lye agr ap daily base par apna target set kar lein or koshish karain k us target ko he chase karain us se barh kar risk lena koi aqal mandi nhi boht kam dafa asa hota hai k ap ko lalach ki waja se koi trade profit me chalta rahy
        • #5 Collapse

          bhai trading main lalach aik esi bemari hy jis ka jab tk elaj na kiya jaye trading nae ho skti. ager ap achi or profitable trading krna chahty hain or apny lalach per control krna chahty hain tou us k liye ap ko apna konwledge berhana hpoga. ap ko ye pta hona chaye k market kis poit tk jaye gi or kis point sy move kry gi
          • #6 Collapse

            waisay tu trading main lalach karna say hamesha loss hi hota hai lakin some time ap ko lalach karna faida bhi pohancha daita hai aur ap ko target say hath kar sochna parta hai. Lakin main kabhi bhi is baat ka mashwara nahi doun ga kai ap trading main lalach karain.
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein ziada profit earn karna lalach nhi hy lalach ye hy k ap forex trading business mein ziada risk se knewledge aur experience k baghair tukay se trading karain aur jald bazi mein ziada lot size use kar k ziada profit aur jaldi profit earn karne ki koshish karain tu phr hi loss hota hy
              • #8 Collapse

                Ni trading me lalch nahi krni chaiye lalch me bnda bht zada nuqsaan utha jata ha bs itna ha k lalch agar krni b ha tu mamoli si lalch kijhe taa k zada nuqsaan se bacha ja sake
                • #9 Collapse

                  My dear friends lalach insaan ko dhobo dhati hn forex trading me agr hm short cut karenga to us se hme bht loss ho jhata hai isi liya apko jitni earning mil rahi hai ap use me khush hn aur apni mehnat se aghe barhe na ke copy paste karne se jb ap apna experience ziyada hasil kar lenga to ap us se be ziyada earning hasil kr sakhte hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein lalach karni chahiye.

                    forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch tarders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky chaker mai apne galtiyo ko ignore karty howe kam karty hain or umhy loss ho jata hain lakin is mai market ka ko iqasur nahi hota forex east wast mai bohat taze sy phla cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein lalach karni chahiye.

                      agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main market main earning nai hoti ulta humay nuqsan ka samna karna parta hay es liye humay chahiye keh apny andar kay lalach ko khatam kar kay trading karen es trha he humari trading achi ho sakti hay aur hum market main es trha regular base par profit bhi bna sakty hya
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein lalach karni chahiye.

                        forex mai lalchi logo ky liye koi jaga nahi hain hamy apny andar ko katem kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein lalach karni chahiye.

                          lalah hamatra dusman hain hamy isy avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum loss sy bach sakty gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investmnt be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum agar hum is ma tukky baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein lalach karni chahiye.

                            Forex trading kernay kay liye trader kay pas jab tak koe trading strategy nahi ho gi to trader lalauch kay chakar main hi rahay ga. que kay usay lagay ga kay laluch kerni chahye. hala kay us ko yeah nahi pata ho ho ga kay wo profit ko kahan tak set karay que kay us kay pas knowledge hi nahi hay. aur na hi wo market ko judge ker sakay ga. is liye kabi wo laluch ko achay aur kabi nuksandah samjay ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein lalach karni chahiye.

                              forex mai jab hum trading karty howe lalch karty hain to hamy loss ho jata hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum forex mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X