Side-effects of forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Side-effects of forex trading
    Forex trading k jahan boht zada benifits hein wahin is k side effects bhi hoty hein, jab apko loss hota hai tu ap ko boht zada tens a jati hai or mind per pressure parta hai, jis se ap ki health ko nuksn ho sakta hai, or ager ap zada risk ly ker kam kerty hei or or us k bad ap ka account bhi wash ho sakta hai jis se apko financially loss ho sakta hai,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: iram meo پيغام ديکھيے
    Forex trading k jahan boht zada benifits hein wahin is k side effects bhi hoty hein, jab apko loss hota hai tu ap ko boht zada tens a jati hai or mind per pressure parta hai, jis se ap ki health ko nuksn ho sakta hai, or ager ap zada risk ly ker kam kerty hei or or us k bad ap ka account bhi wash ho sakta hai jis se apko financially loss ho sakta hai,
    Jeha Forex trading Ke Side Effects Hote Hain yahan par sab logo ko loss hota hai bahut jyada Pareshan ho Jate Hain aur mostly log forest reading ko Lekar Jaate Hain Forex trading Mein profit and loss hota rehta hai aapne loss mind par Sawar nahi karna aur apne aap ko relax Rakhna hai apni trading co continue karna hai
     
    • #3 Collapse

      side effect forex k kio na hien es lye hamain forex k join kerna chahywe es lye hamain forex mien aa ker mehnat kerni ho gi or dil laga ker es miem kam kerna ho ga es lye jes mien kahta hion wesa he hota hai
      • #4 Collapse

        side effects bhi kafi zada hein forex traidng, ap ki nazer weak ho sakti hai ap jab sara din rat forex men kam kerny k liy computer per kam kerty hein tu apki nazer bhi weak ho skati hai or ap ko loss bhi ho skata hai ye bhi forex men aik side effect hi hota hai
           
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: iram meo پيغام ديکھيے
          Forex trading k jahan boht zada benifits hein wahin is k side effects bhi hoty hein, jab apko loss hota hai tu ap ko boht zada tens a jati hai or mind per pressure parta hai, jis se ap ki health ko nuksn ho sakta hai, or ager ap zada risk ly ker kam kerty hei or or us k bad ap ka account bhi wash ho sakta hai jis se apko financially loss ho sakta hai,
          Mirasol Mein Do Forex trading ke Koi bad facts nahi hai bas Forex trading ka ek disadvantages Hai Ki Yeh Ek bahut hard working or difficult business hai aur isme mistake Agencies nahi hai
          • #6 Collapse

            forex trading aik bohat acha business hay es business kay sid effect meri nazar main koi nahi aur agar hum esmain mehnat karen gay to he hum achi earning kar sakty hay es business main khoob mehnat karni chahiye sahi say focus karna chahiye tab he market main safe earning kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Ager trading ke side effect ke batt ke jay to wo to hain likn un ky zaida side effect hai jo har bar loss krta hai ku ky loss hony sy prshani brti hai our phir ek our trade bgair sochy he lga kar profit hasil krna chaty hain jis sy phir loss ho jata hai esy side effect boht zaida hota hai
              • #8 Collapse

                G janab forex ky side effect koi nai hy yay aik buiisness hy jiss mai ap ko kafi kuch hasil ho sakta hy ap ko knowledge or experience hasil karna ho ga then hi ap aik bahtreen tect mai tarde kar sakty hy agar ap ka trading skills axha ho tu ap kuch nai hasil ho sakta hain.
                • #9 Collapse

                  Dear friends umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hon gy bhai ap ny bikaul sai kha hai ky forex trading ka side effect yea hai ky agar hum ziyada trade kar rahy hon or hum ny agar ziyda mehnat bi ki hui ho to agar choti si galti sy accounty band ho jata hai to hmein bohat tension ka samna karna pary ga
                  • #10 Collapse

                    Her chi k koi na koi side effects hotay han but forex aik aisa business ha ju trader ku bore nae kerta or na hi trader kisi aysy illegal earning man envolve hota ha ju k trader ku nuqqsan ha fair business ha or halal bhi.
                    • #11 Collapse

                      forex frum ak boht hi risky beznus hy jis k faidy boht hen agr tu said effect b boht hen Jesa k jb hmy loss face krna pary tu hm pryshan ho jaty hen r hmara maind treding m hi laga rhta hy jis ki wja sy hmara mind up set rhta hy r hmari health b khrab hota hy forex beznus r beznus m faida r Noqsan tu sath sath hi hen .
                      • #12 Collapse

                        Side effect men sab se zada effect ap ki eyes per hota hai jab ap kafi zada work kerty ehin pher ap ki nazer kamzoor ho sakti hai jis se ap ko dusry kam jesey study kernay men kafi zada preshani ho sakti hai is liy ap ne kam time men kam kerna hai
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          bhai baat ya hay.kay business koyi bi ho us main profit and loss to hota hi hay.or jasay kay forex trading main ager profit unlimited ha.to isi tarha say is main loss bi unlimited ha.ager trader is business main loss ko bardash kerna seekh jay.to wo is business ka 1 acha trader ben sakta ha.buhat say trader ko jab loss hota ha.to wo tension main aker is business main mazeed loss ker laty hai.is business main is tarha ki trading buhat say trader karty hai.jin ki waja say is business main zayada ter trader ko loss ho jata ha.trading main kabhi bi saad na ho.or na hi kabhi gusay main a ker kabhi bi koyi bi trade open na karain.balkay jab apko trading main loss ho jay.to ap kuch time kay liya apni trading ko rok dain.or freash ho ker again apni trading ko kerna start karain..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X