Use economic Calender for forex news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use economic Calender for forex news
    Forex market men news boht zada important role ada kerrti hein or market men jo sudden changes ati hein wo news ki waja se ati hai ap forex news ko dekhny k liy economic caender ko dekh skaty hein is men her any wali news ka time and date di gaei hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex traders k liye forex calendar ka istaimal bohot he advantage daite hai . Iss liye traders ko technical analysis k sath sath forex calendar ko b zaroor daikh laina chaiye .

    Traders ko important financial data say market k future trend k bohot he acha idea mil sakta hai .
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: iram meo پيغام ديکھيے
      Forex market men news boht zada important role ada kerrti hein or market men jo sudden changes ati hein wo news ki waja se ati hai ap forex news ko dekhny k liy economic caender ko dekh skaty hein is men her any wali news ka time and date di gaei hoti hai
      Main aapki baat se strongly agree Karti Hoon forex market mein bahut jyada sudden changing Hoti Hai Jeene ki wajah Forex news hai Forex news se Hamesha Hame update Rehna hai aur update rehne ke liye economic calendar Hamare liye bahut helpful Hota Hai kis ki help se Forex trading Meher Aane wali news Ka Pata Lagaya jata hai Complete information hoti hai
       
      • #4 Collapse

        yes dear economic calendar boht important hai, mafer zada log is ko use nahi kerrty hein jis ki waja se wo market men achanak any wali changing se khud ko safe nahi rakh paty hei or un ko pta hi nhi chalta hai k kab market aik dum boom ker jaey. isi liy big news se ap ko khud ko update kerna ho ga
           
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: iram meo پيغام ديکھيے
          Forex market men news boht zada important role ada kerrti hein or market men jo sudden changes ati hein wo news ki waja se ati hai ap forex news ko dekhny k liy economic caender ko dekh skaty hein is men her any wali news ka time and date di gaei hoti hai
          Forex calendar app bahut hi achi Cheez Hai trailer score chahiye ke apne mobile phone se ya phir laptop mein Forex calendar zaroor Kare uska pata chal Jata Hai Ke market mein kya news aa rahi hai
          • #6 Collapse

            forex market main any wali news ko agar hum follow karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time bhi daina chahiye kyun keh time dai kar he achi earning kar sakty hay es business main ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiye
            • #7 Collapse

              G har chex ky liyay ya har products ky liyay us ki market ka anylisis bht zarori hy or forex maia p ko yay chexy bht hi matter karti hy ky ap ky pas kya ability hy is forum mai ap ko knoweldeg or expeirnecwe bahtreen hasil hona chahyay taky ap ko axha tect mill saky.
              • #8 Collapse

                yes dear friend men ap say agree kerta hion k trading k doran hamain economice calander ko bee dakhna chhaye ager hum es ko dakh ker trading kerty hien to hamain yahna per earning k lye bhut chance ho ga
                • #9 Collapse

                  forex news kafi zada important hein isko nazer andaaznahi ker skaty hein market men ye apko update hona chahy k forex news k any ka time or date kia hai ap economic calendar ko istimaal ker sakty hien jo apko hmesha update kerta rahy ga news k bare men
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g han apki bat shai hai forex trading main news ki boht ahmiyat hai or news se he hum market ki sudden situaion ko chaek kar k trading kar skty hain q k es main change hony wali news se he hmain pta chalta hai or hum asani se market ko chek kar k apni trading kar lety hain es main hmain acha profot mil jata hai k hum ny achi trah analyse kar k trading kar lety hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X