Profit kay lye luck zaroori hai ya experiance?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit kay lye luck zaroori hai ya experiance?
    Dear members mujhay yeh batain kay forex mein profit karnay kay lye forex ka experiance zaroori hai ya luck per depend kya ja sakta hai kis sae profit zayada hota hai kuch traders ko jab loss hota hai tou woh forex ko blame kartay hain aur kehtay hain kay luck nay sath nahin dya iss ki kya wajah hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
    Dear members mujhay yeh batain kay forex mein profit karnay kay lye forex ka experiance zaroori hai ya luck per depend kya ja sakta hai kis sae profit zayada hota hai kuch traders ko jab loss hota hai tou woh forex ko blame kartay hain aur kehtay hain kay luck nay sath nahin dya iss ki kya wajah hai
    Profit k liye hamen always apne experience pe depends krna chahiye agar ham profit k liye luck pe depends kren ge to hamen kabhi bhi achay results nhi mill sakte hain so hamen koshish krni chahiye k ham always luck ki bajay apne experience pe trade kren
    Trading men hamara experience hi hamari luck hoti hai hamen agar experience nhi hai to smajho hamare pass luck nhi hai hamen agar trading men profit banana hai to ham only experience pe trust kren
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat teek ha kay pak forex ma ap ko expirienc ka hona zarori ha ya ap ka luck to maray kayal ma ap ko sab say pahlay apko pak forex ma knowledge ka hona zarori ha ap ko knowledge ho ga to ap ko expirienc ho ga or Jab ap kay pass expirienc ho ga to ap trading karay gay baki ap ki kismat kay ap successful hotay ha ya nahi
      • #4 Collapse

        Kabhi kabhi insan ka luck usko boht faida deta hai lekin forex trading aik aisa online business hai jahan aap ko luck k sath sath experience bhi faida deta hai yahan knowledge aur experience hona boht zrori hai kion k is k begair aap forex trading mein aagy nahi chal sakty.
        • #5 Collapse

          Luck ka bhi forex mein amal dakhal zaroor hota hai lakin iss ka insaan ko tou maaloom nahin hota hai kay uss ki luck kis waqt kaam karay gi lakin experiance ka hona bahut zaroori hai kyun kay iss sae insaan.apnay zahen sae soch kar kaam karta hai jo kay acha hi ho ga aur sath mein agar uss ki luck kaam kar jaye tou aur bhi zayada acha hota hai
          • #6 Collapse

            Forex trading ma kuch trades mai kamyabi ke baat karin tu woh luck ke base per aaram say ho sakti hain. lakin ager overall forex trading mai kamyabi ke baat karin tu phir trading mai kamyab kay liye luck ke base per kamyabi hasil karna traders kay liye bohot he ziada mushkil hai. traders forex trading mai kamyabi sirf apny knowledge aur experience say he hashil kar sakty hain luck say nai .
            • #7 Collapse

              Dear profit ky luck ka hona zaida zrori nhi hai kuch logon ka luk acha hota hai ky wo jo b trade lgaty hain wo kam kar jati hai es ka matlab ye nhi ky bus luck he sub kuch hai kabi kabi luck nuqsan ka bys b ban jata hai es liy trading main sab sy zaida zrori experiance hai jis ke madad sy zaida profit hasil kia ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Good question brother uh but it is is depend on both sides but many times like is better than experience and maximum time experience is better than luck ok in my opinion the experience is better than luck because if we are expert in trade who should hour maximum profit
                 
                • #9 Collapse

                  . mery kyal me Sab much luck py nahi chaorna chahiye kun k luck har bar sath nahi dati es fourm me ap k pas es ka knowledge or experience hona chahiye es me profit k liye luck nahi balky experience buhat zarori ha
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                    Dear members mujhay yeh batain kay forex mein profit karnay kay lye forex ka experiance zaroori hai ya luck per depend kya ja sakta hai kis sae profit zayada hota hai kuch traders ko jab loss hota hai tou woh forex ko blame kartay hain aur kehtay hain kay luck nay sath nahin dya iss ki kya wajah hai
                    Forex trading and profit banane ke liye traders ke paas trading ka experience Hona bahut jyada Jaroori Hai Lab Pe depend Karke trailers profit nahi bana sakte
                    • #11 Collapse

                      forex forum m mjhy lgta hy k hmy experions hasil krna chahiy q k experions k bagear hm koi b km nhi kr skty es liy hmy forum py learning kr k experions r knoliged hasil kr k treading m information hasil krni chahiy phr jb hm experions hasil kr Len gy tu luck b hmara sath dy ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit kay lye luck zaroori hai ya experiance?

                        forex mai hamy luck py truest nahi karna chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market k yup down ko dahkty howe analysis ko use karty howe kam karan chahey pher he hum market mai run kar saky gy hamy daily demo account mai zada sy zada practice karne chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit kay lye luck zaroori hai ya experiance?

                          Forex market main trading luck say nahi hoti. is liye meray khayal main forex market main trading wohi ker sakta hay jis kay pas ilam hota hay aur jo trading ko samag sakta hay aur trading ki parakh ker sakta hay. is liye jis kay pas trading ka experience ho ga wo profit bhi kama sakay ga. lakin is kay liye zarori ho kay wo live trading ka kafi tajurba rakhta ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit kay lye luck zaroori hai ya experiance?

                            profit k liye knowledge or experience ki zarurat boht zeada hai luck bhi matter krta hai lkein agr ap knowledge k bgair trade krian gy to just loss hi karain gy profit ni kr payen gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit kay lye luck zaroori hai ya experiance?

                              G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me luck hona koi zayda zarori nahi hai......is ka liya experience or knowledge ka hona zayda zarori hai kuch log luck zayda samjty hai but mere khayal me experience ka hona boht zarori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X