Dear forex forum member trading karny sy pehly mind bana lain kay ap profit earn kitna karna chahty hain aur jahan tak mera mashwara hy ap thoara thoara kar ky profit earn karain ziada ka lalach na karain es sy ap chota profit bhe zaya kar bythty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим