Apne aap men trading ki abbilities paida kro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne aap men trading ki abbilities paida kro
    Friends kch log other people se signals le kr tkr trading krte hain aur unhen khud se market ko analyse krna nhi aata hai aur wo har waqt other people's pe depends rehte hain
    Agar ham khud se mehnat kren aur apne experience aur skills ko behtar banaen to ham apne aap men bahot hi achi tradiing ki abbilities paida kr sakte hain isliye hamen mehnat krni chahiye ta k ham khud se trading kr saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee belkol theek humy khud hi try karna chahye dosro pr depend na karna chahye ik to ye k jab hm dosro par dependent ho jaty hain to hum seekh nhi paty qk humy pata hota hai k bhai waisy b falah bandy nay analyse karna hai to mai q sat khapaon, to apna sar kapana ziada bejter hota hain
    • #3 Collapse

      Koi bhi kaam ho us ko seekhny ky liye pehly thora dosroon per depend kerna perta hai. Khud se akely banda itna acha nai seekh sakta. Is liye behter hai k hum demo account per practice kerni chaye us se hum bahut acha seekh sakty hain.
      • #4 Collapse

        bohat se log depend rehtay hain dusray traders pe apney andar trading abilities paida karo takey aap ko dusron se signals lenay ki zaroorat na ho aap dusron kay mohtaaj na ho aur freal success bhi tabhi hogi jab aap ki apni skills achi hongi aur aap achi mehnat karo gay aap self trader essi condition mei bano gay jab apni achi mehnat kro gay aur asal trading wohi hay..
        • #5 Collapse

          Senior logon se opinion lena koi buri bat nahin hai lekin sirf un per he depend karna bewaqufi hai. Ap un se mashwara zarur karen lekin khud men b ability peda karen. Un se sekhny ki koshish karen k market ko kesy analyse kya jata hai.
          Is k lye youtube b ek best source hai jahan se ap sekh sakty hain
           
          • #6 Collapse

            Senior logon se opinion lena koi buri bat nahin hai lekin sirf un per he depend karna bewaqufi hai. Ap un se mashwara zarur karen lekin khud men b ability peda karen. Un se sekhny ki koshish karen k market ko kesy analyse kya jata hai.
            Is k lye youtube b ek best source hai jahan se ap sekh sakty hain
             
            • #7 Collapse

              trading ki abalities her insan mien hoti hien mager in ko dhondna parta hai or es k lye hamain forex mien jan maran parta hai jab hum es mien aa ker abalities ko improve karain gay to hum asani say simply trade open ker lain gay or hamain earning hasil kerni mien kio be mushkil na ho gi.
              • #8 Collapse

                Hum logo ko chaaye ke hum apni khud ki mehnat se jitna ho sake utna seekhen and demo account main apni analysis se learning karen new new experiments kar ke check karen ke jis se ap ko new expereince hoga jab ye saari practices hongi humen demo account ke zarye to forward ye sab humen apne real account of trading main kaam ayege jis se ek ache trader ki ability gain kr skte hain to dusre logo pe depend karne se behtar rahega ke hum apni khud ki expereimental studies ko use kren and apne way main market analyze kar ke kaam karen.
                • #9 Collapse

                  G bhai khud main kush knowledge hasil krnay ka shoq ho ga to knowledge hsil kr payen ga na Or zabrdasti se knowledge nahi ata jab hamain ksi se signal la ka trading ki adat parh kati to phr ham khabi khud se tradr anay nahi krtay or dosron ke eshary pa chalty hain jis se zayda tr nuksan ho hota hai lehaza hamain khud se analysis krna chahyr or khud se be trade ki try krni chahye.
                  • #10 Collapse

                    Abilities he aik good trader ki pehchan hoti hain is aik skillful trader apnay andr bohat si khasosiyat rakhta hai to jo traders ability nahi rakhty unko chahiye kay khud main ability paida karnay ki koshish karain dosron say signals leny ki bjaye khud mehnat karain aur apnay analysis kar kay trading karain tab hi wo apni trading main improvement kar paen gay agr dosron kay signals par trade karain gay to kabi skillful and good trader nahi ban saky gay.
                    • #11 Collapse

                      Kuch new traders hardwork se bhagty hein aur dosron ki posting ko copy ker k kam chalaty hein,hamein chahiye k apny ander jo talent hai usko use kerien,aur dosron ki trade ko study kerien is experience se hamary ander ability paida hogi aur hum achy se trade ker skengy.
                      • #12 Collapse

                        Aapne bilkul sahi kaha hai ki Hame kushti training karne ki honi chahiye jhumke robot Ja indicator kabhi bhi 100% right nahi batati hai aur Agar aapke paas jawab hoga to aap kisi ki mohtaj nahi honge aap mujhse trading kar Payenge
                        • #13 Collapse

                          g bhai ap ne bilkul thek kaha hai ham aksar yahi karty hain k khud to ham ko market ko analyse karna ata nhi to ham kese friend ya kese expert se help lety hain to wo ham ko jab signal deta hai to ham us k mutabik trade open kar dety hain akhir asa kab tak ap karty raho gy hamisha kese k upar depend mat karo agr kese bhi kam me kamyab hona chahty ho to khud se mehnat karo dosro ko follow karny waly aksar kunwy me ja girty hain to pta girny k bad chalta hai
                          • #14 Collapse

                            G jnb ap nay bahut achi bat ki ha me agree kru ga ap say bahut say log aisay hain jo k ic mamlay main dosron say help letay hain lekin achi bat yahe ha k apnay ap main trading abilities paida krna hon gi dosray ki mohtaji say behtar hain apnay andar aisi abilities hon k achi trades put ho skain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G forex trading business mein agr hum kise se signal hasil kar k trading kartay han tu hum ko phr kise par hi depend karna parta hy aur agr hum khud mehnat aur hardwork karain aur trading skills learning knewledge aur experience hasil karain tu khud par depend kar saktay han aur jo log mehnat aur hardwork nhi karna cahty wo log hi kise signal par trading kartay han wo ya tu forex trading business ko chor jaty han ya phr kise par hi depend kartay han khud mehnat karni cahaiye aur khud par depend karna cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X