Forex trading main dollar apni strength loose he ni kar ra

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main dollar apni strength loose he ni kar ra
    Dear forex trading main aap ne note kia ho ga. Kay us dollar apni strength loose he nahi kar raha .
    Hamain chiay kay ham jab forex trading main trading karain to ham apnay Annaylisis
    Usd index ki strength ki base per karain.
    Kiun kay is tareekay say ham kafi acha profit earn kar saktay hain apnay insta forex bonus account per.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear forex trading main aap ne note kia ho ga. Kay us dollar apni strength loose he nahi kar raha .
    Hamain chiay kay ham jab forex trading main trading karain to ham apnay Annaylisis
    Usd index ki strength ki base per karain.
    Kiun kay is tareekay say ham kafi acha profit earn kar saktay hain apnay insta forex bonus account per.
    Dollar in dinno bahot hi strong hai aur wse bhi dollar united states of America ki crunccy hai aur in dinno trump se dollar ko acha khasa strong bna dia hai aur ye continue up hi ja rha hai
    Ab iske bare men mazeed ye nhi keh sakte hain k kab ddollar ka rate kam hoga abhi tak to bulish hi hai
    • #3 Collapse

      Assalam o allaikum je sahih achi baat share ki hai humy trading say pehly usd index ko analyse karna chahye to usi hisab say hum acha trade kar sakygy ar waisy b trade lagany say pehly market analyse karna bahot zaroori hota hai
      • #4 Collapse

        Us dollar hamesha he strength men rehta hai. Forex matket men us dollar ki importance bohat zyada hai. Trade karty hue hamesha us dollar ki base per he analyse karen
        • #5 Collapse

          sir forex trading mien kya her jaga per dollar kabi bee apna stranth ni khota hai or es ki reputation mien azafa ho jata hai es lye hamain forex mien gold k sath sath dollar per bee trading kerna chahye ager hum yeh na kerain gy to earning bee na ho gi.
          • #6 Collapse

            Yes dear forex market mein hum aapki baat bilkul theek hai ke all market oil market Yadav weakness kashikar hai aur oil market mein aap ko pata hona chahiye ke market mein long term ke liye trading Karni chahiye Ye aur Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum small volume of lot size Kesariya trading Kiya kare oil market nahi kal ka account wash Kiye Hai Mera account me abhi tak heavily losses Ka Shikar hai isliye main samajhta Hoon ke oil market Aaj rebound Hogi.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar dolor strong hota rahy ga to es say juray tmam pairs down ho jaye gay aur humay ye baat mind main bhi rakhni chahiye aur trade bhi us lehaz say karni chahiye tab he hum market main achi earning wali trade kar sakty hay esmain ziada say ziada mehnat karni chahiye tab he humari trading achi ho sakti hay

              اب آن لائن

              Working...
              X