Forex Trading Technical Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading me apko technical analysis zaror kerna hy k kahan pe apko check kerna hy k market ka daromadar kis taraf ja rha hy aur market me wo konsi cheez hy jo bohot he zyada in hy agger app ye sab kuch na dekh sake tu yahi loss me jayga..,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading aik karobar he jis min market ki malomat hi asal kamyabi hoti he hum market ki harkat ka andaza bhi kar sakte hin hum market ki movement ka andaza buhat sari cheezon ki madad se kar skate hin jeise ke technical analysis bhi kafi madadgar sabit hote hin humin market ki movement ki information deite hin.
      • #18 Collapse

        g dear forex ma technical analysis karna bhoot zada zoori hay kuy ka technical analysis sa he app acha earning kar sakta hay is lia forex ma app analysis karna be seakha taka app khud achi trade kar sakhen
        • #19 Collapse

          my dear friend ap ki is baat se mein agree hoon k forex trading mein success k liay. news k sath sath technivcal ayaylisis ko bhi consult karte rehna chahiay ta k success ko yaqeeni banaya ja sake.
          • #20 Collapse

            g bilkul me hotha he k basically market me jo bhi currency pari two direction me hi move karthi ya tho uper ya phir neechay tho jb uper move karthi he tho is ka mathlab ak currency strong ho rahai he us time ooor jb neechay move karthi hi tho dusri currency storng horahi he tho hamay past me dono currency k strenghth ratio ko dekh kr hi future k movement prdect karna hotha he
            • #21 Collapse

              FOREX TRADING business main forex technical anaiysis ki bohat importance hai. aap forex technical ki wajah se acha khasaa profit kama sakte hain. aap ka profit aap ke technical analysis par munhaser karta hai.
              • #22 Collapse

                trading mein ju chezein trader ku faida dete hein woh us ne learn krne hein is trah technical analysis forex trading mein ahm kirdar ada krte hein to tader ku in ka bare mein smjh kr kam krna faida mnd sabit hote he
                • #23 Collapse

                  technical analysis ek apni khaas kasiyat rakhta hai iss kay through aap apna trading pllan set kar kay profit earning kay liye mind set karty hain or iss kay through trader ko marekt trend ka bho andaza hota hai
                  • #24 Collapse

                    Forex trading ke analysis 2 kisam ke hoty hy jin mai ek tu technical or dusra fundamental hoty hy jin ke madad sai traders profit hasilbkerty hy lakin technical analysis acha hy
                    • #25 Collapse

                      jab hum trade karty hain to humain analysis kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho skay hard work kar kay trade main kam karna ho ga k loss km ho
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #26 Collapse

                        Hum technical analysis to khud bhe ker sagty hain koin k chart humrey pass different time frames main available hoty hain jes man hum un ko easily analysis ker k to trade laga k acha profit bna sagty hain
                        • #27 Collapse

                          humain analysis kar kay kam karty hain to humain trade main achi earning hasil ho sakti hay demo ko use kar kay jis say humain trade main loss km ho ga humain planing karni ho gi
                          • #28 Collapse

                            dear mai ne technical analysis abi tak use nhn kiye aur na he muje os k bare mai koi khas information hy es liye ap ko chaiye k seekh aur smjh k kam karo ta k ap ko afida ho...
                            • #29 Collapse

                              Jab bhi ap kisi pair main trade open kerna chahain tou apko pehly same pair ka market chart open ker ky technical analysis zarur ker ky trend ko read ker lena chahiay aur apni trade trend ky hisab sy hi open kerni chahiay taky apko apni open trade main kuch profit hasil ho saky kyun ky market trend ky hisab sy hi move kerti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                market main anlyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is main kam karny main bi asani ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X