Forex main oil bot jaldi account wash karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main oil bot jaldi account wash karta hai
    Dear agar aap oil kay uper trading kartay hain.
    To aap ko pata hona chiay kay oil bot jaldi hamaray accounts wash kar day ga chahay jitnay bhi big accounts hun.
    Hamain chiay kay ham apnay Annaylisis achay rakhain.
    Or trading main apni techniques jitni bhi use karain.
    Sab pe money management or stop loss zaroor use kia karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye zaruri nahin hai. Mera 2 dafa account wash hua hai aur dono dafa Gold se hua hai. Apka analyses agar thek nahin to kisi chez per b wash ho sakta hai. Agar account wash se bachna chahty hain to lot size ko kam se kam rakhain aur stop bilkul b istemal mat karen. Is k istemal se zyada loss hkta hai.
    • #3 Collapse

      G han bhai oil ki vjha sy ap ko bahut ziada profit bhe hota hai air bahut sy account wash bhe hoty hain jo oil trend k opposite trade krty hain tu in trader k account zarur wash ho jaty hain q k oil ki moment aik bahut ziada hoti hain aor dosra oil ki aik pips sy 10$ka loss ya profit hota hai as liay oil sy account wash jaldi hoty hain ya profit bahut ziada ho sukta hai.
      • #4 Collapse

        crude oil waqai bht dengerour hai lkn apko agr is ma management aor planning achi ho apko isky fundamentals ky maloom hona chye
        crude oil ki jub bhi koi news ati hai to oil bht sensitive ho jata hai
        aor har news calendar ma nhi hiti crude oil ki news ko understand krna bhi mushkil hai opec non opec meetings unscheduled bhi ho jati hai
        • #5 Collapse

          bhai ye bat ek dam drust hi oil pa trading bhat mushkil or dangerous be hai q ka is main movement bhat hoti hai or variation vhat zayda ati hai choty acount to bhat jald wash honay ka dar hota hai.
          • #6 Collapse

            Yes dear Forex trading main oil Hamare account bahut jaldi wash kar deta hai hame chahiye kya naam all ke Alawa Kisi Aur currency pair ke upar normally trading Kiya kare.
            Jab Kisi Aur currency pair ke upar trading Karenge toh Hame Apne insta Forex ke bonus se account income hone ke chances Honge.
            Hame Kisi bhi currency pair ke upar highly volatile market me trading nahi karna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye ki market mein kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai isliye Hame forex market me trading karte waqt Karni chahiye.
            • #7 Collapse

              Dear lazmi to ni hai ka oil ca account wash ho lkn m to new ho mra acount abi tk wash b ni hoa ar na as ka bary me mra koi tjrba hai koi trade b account ko wash kr skta hai hme ksi be high curncy waly trade ko use ni krna chay q ka hme lalch prh jati hai ka hme profit zida ho jay ga lkn as kbi ni krna chay soch smj kr trade ko use krna chay.
              • #8 Collapse

                g brother agree karta hon ap ki is baat say aur mashwara bhi yehi doun ga kai agar ap beginner hain aur even professional trader bhi hain tu ap ko oil main trading say ijtanab karna chahiyay because oil ka contract size buhar bara hota hai aur choti si choti move pay bhi acha khasa loss ho sakta hai. Ap ka account wash bhi ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Sab traders ye janty hain kay oil aik risky pair hai lekin is kay bawajood bhi log is par trading karty hain in main say kuch successful hoty hain aur maximum loss karty hain us ki basic reason ye hai kay is ki movement fast hoti hai jo new traders hoty hain wo isko achi tara analysis nae kar paty aur apny account ko manage nae rakh saty is liye wo loss karty hain so ham sab ko oil aur is jesy risky pairs par trading say avoid karna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    yes brother you are right oil or gold me trading k lye ap k account me big capital ka hona bhi zarori hota hai jab ap lots bhi big lgao gy to account wash bhi foran ho jata hai or oil or gold me ham ko big lots he lgani parti hai or wasy bhi almi market me jab bhi oil or gold ka rates down ho jata hai to market sari down hona shoro ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      bhai apny yea baat bikul sai kahi hai ky Forex main Trade oil bohat fast hota hai yea apky account ko bohat e jaild katham kar dyta hai es liye esy use karny ky liye strategy achi chahye hoti hai or skills or knowledge bi eski waja yea oil gap mein bi reverse hota hai jeska bohat nuksaan hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        agar hum bina analysis kay oil par trade karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay so humay chahiye keh esmain trade tab he karen jab humay esmain confirm trade milay kyun keh agar hum esmain confirm trade nahi karen gay to es trah ahum market main loss he karty hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X