Oil is very dangerous
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil is very dangerous
    Oil small balance waly account ky leya bhot Zayada dangerous ha is ki waja sy account wash bi ho skta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G friend ap bilkul thk kah rahy han k oil small balances say bohat zayda dangerous ha agr aisa ho ga toh hamara account wash b ho sakhta ha
    • #3 Collapse

      Han bhai oil pa trade lagnay se pehy ya to pura knowledge ho ya account bara ho nai to is main fluctuations bhat hain account wash honay ka chancees bhat zayda hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Oil is very dangerous

        Han g oil bohat dangerous hay kyun keh ye aag bohat jaldi pakrta hay dear dangerous ki baat nahi agar humay koi bhi kaam nahi ata ho to us main humay kamyabi nahi milti aur aisy he hum ye keh sakty hay keh agar humara trading expereince acha nahi to oil ki ziada movement ki waja say hum market main ziada nuqsan kar sakty hay
        "The mind is everything, What you think you become"
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Oil is very dangerous

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
          Oil small balance waly account ky leya bhot Zayada dangerous ha is ki waja sy account wash bi ho skta ha
          Crude oil par trading ap khatar naak nahi keh sakte lekin aap ye keh sakte hain kay crude oil par trading say aapko loss kam nahi zaida hota hai aur us par agar small lot b lagaai jati hai to us ka loss 2 sy 3 din main kafi zaida ho sakta hai jo kay aap kay small account ko wash bhe kar sakta hai so jab aap pane accounnt ko wash nahi karwana chahty hn to stop loss ko pehly say set kar lain aur phir oil par trade lagana shuru karin. Jab ap oil par trade lagain to aapko us ka kafi faida hasil ho sakta hai agar aap beeter strategy sy kaam karin.

          اب آن لائن

          Working...
          X