Fully analysis kay baad trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fully analysis kay baad trading
    Dear members aksar hame aise bhi log hai jo ye dekh kar usi time order place kar dete hain kay market bahut tezi se move kar rahi hai hame chahiye ke hum uss time bilkul order place na kare uk us time koi news ka time hota hai ya koi aur fundamental waja hoti hai jiski wajah se market bahut ziyada move kar rahi hoti hame chahiye ke hum apne daily ke analysis kiya kare aur us kay baad ye sochain ke hame kis side pe trade lagana chahiye jo hamare analysis permit kare hum usi side pe trade lagana chahiye aur phir wait karna chahiye TP hit hone ka..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kamyab trading kay lye uss trade ki necessities ko poora karna bhi bahut zaroori hai jis kay lye aap ko cureent day ki forex news ka pata hona chahyea apni matlooba trade kay lye market kay analysis bahut zayada matter kartay hain aap apnay analysis complete karain aur trade laganay mein kabhi jaldi na karain iss aisa karnay sae aap trap ho saktay hain
    • #3 Collapse

      Trade hmesha proper analysis karnay kay bad karni bohat say aisy traders dekhy hn jo market mn aty hain bgair kisi analysis kay trade put kar dety hain aur phr wo loss karty hain hamain is chez say avoid karna chahiye jab bhi trade karni ho ap pehly market kay achi tara analysis karain jab perfect trade mily aur confirm ho jay tab ap trade lgaen us say pehly kabi nahi.
      • #4 Collapse

        sir g ap apny project ko complete kra ar as ka bd ap trade ko use kra jb tk ap ka project b complete na ho to as time tk apny trade ko use b na kra lkn jb ap ak trade ko use krty ho ya lagty ho as ko pora krna hota hai chay vo trade loss m ho ya profit laza m to ya kaho ga kbi b trade lagany m jaldi na kra jb trade use krna ho pahly soch smj kr trade ko lagy.
        • #5 Collapse

          bhai apki bat bhi shai hai maghr boht se trador ayse hoty hain jo market ki tariz moving main bhi achi trading kar k acha profot eran kar lety hain es liye hmain apni trading main best profot k liye tab he trading karni chahye jub hum khud par confident hun k hmain loss nahi hoga or hum apny analys fully use kar k trading kar k achi eraning gain kar skty hain tab hmain profit he hota hai loss nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Fully analysis kay baad trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
            Dear members aksar hame aise bhi log hai jo ye dekh kar usi time order place kar dete hain kay market bahut tezi se move kar rahi hai hame chahiye ke hum uss time bilkul order place na kare uk us time koi news ka time hota hai ya koi aur fundamental waja hoti hai jiski wajah se market bahut ziyada move kar rahi hoti hame chahiye ke hum apne daily ke analysis kiya kare aur us kay baad ye sochain ke hame kis side pe trade lagana chahiye jo hamare analysis permit kare hum usi side pe trade lagana chahiye aur phir wait karna chahiye TP hit hone ka..
            traders ko chahiye kya trading karne ke liye achi kahan se analysis Kare aur proper planning Karke trading Kar Na Sake Wohi wedding card support reading Karke successful ho sake
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Fully analysis kay baad trading

              G hain bhai jan apko is mein full anlysic karne k bad is mein trade start karni chahye btab ja kar ap is mein earn kar sakte hain ye aik best online nsite hain jis mein ap earn kars akte hain apko ismein loss ho sakt ahian apko is mein trade start karne se pehle is mein marrket ko anlysic kartna chahye tab ja kar app is mein earn kars akte hain
              • #8 Collapse

                Re: Fully analysis kay baad trading

                forex aik online business hain hamy is mai acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat ache earning be deta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fully analysis kay baad trading

                  forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Fully analysis kay baad trading

                    forex aik internatinal or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agra tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Fully analysis kay baad trading

                      forex ke business me trading analysis krny ke 2 type ke analysis use krty hen aik to technical analysis and fundametal analysis, technical analysis me market supply and demand pe market move krti hy jab ke fundamental me market news ki base pe
                      • #12 Collapse

                        Re: Fully analysis kay baad trading

                        Dear apki bat thek hai k ham ko is mein full analysis kar k hi is mein tarde karna chaiye aor agar ap is mein tarde lagate hain to apko is ein market ko achi tarah analysis karn chaiye is mein ham ko tarde agane mien jald bazi nahi karna chaiye is ein ham ko market kjo achi tarah dekh kar uar is mein apne senior se ppch kar tarde karna chaiye ham ko is mein kam tarde oepn kar ne cheiy is mein ham ko zyada tarde oepn nhi karna chaiye aur is mein aci tarah to ham is mein market ko full tarah se analysis kar k hi is mein tarde karna chaiye .
                        • #13 Collapse

                          Re: Fully analysis kay baad trading

                          Trading mani jab entry leni hoti hay to wo forun hi nahi le jati. har trader jo trading ker raha hota hay wo bs entry hi nahi ley leta. balkay wo us pair kay chart ko kafi dino say follow ker raha hota hay. jis say wo har time us chart say ba khabar rehta hay aur entry kay liye analysis kerta rehta hay aur jesay hi entry point milta hay to trader trade laga deta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Fully analysis kay baad trading

                            G haan agar ham as main market ko analysis kar kee bad main ham as main se trading kare gee tu hi ham as main se earning kar sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main jab bi kam kare tu hamen as maion bohat hi ziada as main mihnat se kam karna ho gaa tu hi ham as ziada kuch hasil kar sake gee
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fully analysis kay baad trading

                              G bilkul. Fully analysis ka matlab he k ap ek pair select kren. Or us ko chote time frame ma dekhten rahen or bare time frame k mutabiq jab trend ma ane lage to trade kren. Na k plateform open kea or sedhe trade thok di. Or loss kr k beth gae.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X