Forum working vs trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum working vs trading
    Salam to everyone mera ye sawal hai ke forum working as compare to trading ke dekha jaye k kaafi had tak easy hai ya kahen k easily workable hai kyun ke yahan pr hum log apne ideas share krte hain ek dusre k sath ek dusre ke thread read out krke learning krte hain and seekhte hain as well but trading mein esa nhi har koi apni trade alg krta hai jis k lye usko proper information and analysis expereience skills and so on esi kaafi planning and strategies k sath kaam krna hota hai jo k sirf uss insan k had tk rehta hai sirf to aap log kia kehna chaoge k trading is easy or forum working ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Walaikum salaam bhai apki baat teek hay posting asaan kaam hay asal ma trading bhot hi mushkil kaam hay aor humay bhot hi muhtaat reh ker trading kerni parti hay market ko dekhna parta hay news ko bhi madde- nazar rakhna parta hay tab ja ker humay koi profit huta hay aor jo humay hasil huta hay wo hum post ki shakal ma share ker detay hay tu sharing tu asaan hay laiken trading mushkil huti hay.
    • #3 Collapse

      Bilkul thek kaha Bhai Pakistan forum zabardast platform hai aur iss mai work kar k acha bonus achieve kiya jaa sakta hai jo k baad mai forex trading mai kaam aa sakta hai. Aur forum mai experts ki knowledge and experiences sharing se forex trading k barey bohat kuch seekh sakty hain.
       
      • #4 Collapse

        Bahi jan forum tu bohot easy hai forex ka mokabla mai agr forum kam krta hain dil laga kr ap ko os ka return bohot accha milta hai bonuse ki shakal mai or mahnat serf massage krna ki hai bus laken is ka bar aks trading bohot difficult hai ap ko markrt ka sath attach rahana pahrta hai analysis krna sekhna pahrta hain or Knowledge gain krna prta hai tab ja kr ap accha trader banta hain
        • #5 Collapse

          Dear froex m to typing ka kam to ashan hai lkn trade krna bht he muskl hota hai lkn hmy chay ka trading as waqt krni chay jb ap ko final experance ho jay as lea m to ya kaho ga trade ap shru m to lago b na q ka sath attach rahana pahrta hai analysis krna sekhna pahrta hai sb ca main kam ya hi ap knowldge ko agy la jay ta ka ap accha trader bn jay.
          • #6 Collapse

            Dono ki apni importance aur ahmyat hai. Ap isko easy ya mushkil nahin keh sakty. Q k har insan ka apna point of view hota hai. Ap forum per posts nahin karen gay to bonus nahin aye ga jis ki waja se ap trade nahin kar saken gay. Aur agar trade nahin karen gay to profit nahin ho ga
            • #7 Collapse

              g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai agr haqeqat me dekha jay to forex forum par zyada log bas bonus hasil karny k lye aty hain koi information share karny ya informatin hasil karny waly kam he hoty hain bas post ki thread ki or bonus banaya es k ilawa or koi kam nhi forum par mgr instaforex me trading karna aik boht pacheda kam hai es ko karny k lye pahly sekhna boht zarori hai wo koi time pas nhi hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
                Salam to everyone mera ye sawal hai ke forum working as compare to trading ke dekha jaye k kaafi had tak easy hai ya kahen k easily workable hai kyun ke yahan pr hum log apne ideas share krte hain ek dusre k sath ek dusre ke thread read out krke learning krte hain and seekhte hain as well but trading mein esa nhi har koi apni trade alg krta hai jis k lye usko proper information and analysis expereience skills and so on esi kaafi planning and strategies k sath kaam krna hota hai jo k sirf uss insan k had tk rehta hai sirf to aap log kia kehna chaoge k trading is easy or forum working ?
                Forum posts recruitment trading karne se bahut jyada pasand hai trading karne ke liye Hame bahut jyada analysis karna padhte hain aur bahut hardworking bhi karna hoti hai
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
                  Salam to everyone mera ye sawal hai ke forum working as compare to trading ke dekha jaye k kaafi had tak easy hai ya kahen k easily workable hai kyun ke yahan pr hum log apne ideas share krte hain ek dusre k sath ek dusre ke thread read out krke learning krte hain and seekhte hain as well but trading mein esa nhi har koi apni trade alg krta hai jis k lye usko proper information and analysis expereience skills and so on esi kaafi planning and strategies k sath kaam krna hota hai jo k sirf uss insan k had tk rehta hai sirf to aap log kia kehna chaoge k trading is easy or forum working ?
                  Forum posts recruitment trading karne se bahut jyada pasand hai trading karne ke liye Hame bahut jyada analysis karna padhte hain aur bahut hardworking bhi karna hoti hai.....
                   
                  • #10 Collapse

                    Dear ap. Ki bat teek ha kay forum ma ap ko kafi time tak work karna hoga ap pak forex ma apna time zayada say zayada spend karay takay ap ko pak forex kay baray ma pata jal sakay ap ko jab is kay baray ma pata jalay ga to ap is ma mahart hasel karay gay or per trading karay to ap success ko hasel karay gay
                    • #11 Collapse

                      forex forum par kam karna aur trading karna ye alag alag kam hay agar hum forex trading bhi sath main kar rahay to es main koi issue nahi hay hum en ko manage kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen aur sahi say rules ko follow karty huway he kam karnay main faida hota hay
                      • #12 Collapse

                        forex fourm main hum apny knowledge ko gentaret karny k liye kam karty hain jub k trading main hmain oppsote kam karna parhta hai os main hum apni apni trading karty hain os main na tu hmain kuj kisis ka read karana hota hai or na he kisi or ko invle kar skty hain es main hum apni trading ko khud handle karty hain fourm or trading main yahi farak hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum working vs trading

                          Meray khayal say forum working trading say behatr hai ar is ma loss k chancess kam ho jaty hyn jb k trading ma ye chancess thoray zayda hotay hyn ar foran say monetary loss ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum working vs trading

                            Furam or ham kam.krty hy to hamy losss ki tention nai hoti hy or jab ham trading kr rahy hoty hy to phr us taime ham ko tention bhi hoti hy our ham bhot tention lyty hy trading my hamy bhot mhnat krni hoti hy or posting us ki nisbat asan hy is my kam krna asan ho jata hy thora sa our ahm asani sy thora asani kam jr sgty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum working vs trading

                              forex ma agr ap trading kare gay to ap ko demo account istamal karna pare ga or agr ap working kare gay to ap ko real account istamal karna pare ga isleya agr ap trading traning kar k kare gay to ap ko profit b zayada ho ga or ap ko tajarba b zayada ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X