Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho
    Forex ko hum aksar asaan sa business smajte hai lekan asaal mai ye asaan hai nahe ye apne technical techniques ki waja say kafe ziyada complicated business hai aor earning karna es business say asaan nahe es leye agar koi investment ka soch rahe hai tu oske leye sub say pehlay ye buhot zarore hai k apne ap ko es kabil banae takee ache aor profitable trading kar sakee taab he koi investment kare pir
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes brother Ap ke bat bilkul theak a forex trading easy ni a aur boht crticial a is m investment begair experience aur knowledge k na kary q k Ap ne Jo invest kia a wo zahia o skta a Ap Pely achy se trading ko seekhy aur jb ap smjy k Ap abi is qabil o gy hain k real trading kr skty hain phir he Ap risk ly q k Ap ke money direct involve hoti a trading m
    • #3 Collapse

      Mein to ye kahuga ke aap ko invest krne ki need ni pehli baat to agr ap forum pe posting bhi kr rhe ho to agr han ap ko posting work mein problem arhi hai itna time ni de paa rhe ho and aap directly through investment k trade krna chahte ho to phir aap yaqeenan investment kren lekin uss k lye ap k pas kujh cheezo ka moujood hona lazmi hai jese ke:
      Trading Skills, Trading Knowledge, Trading Experience, Trading Analysis Of Market, Trading Currency Pairs Rotation Movement, Leverage Setup and so on.
      In cheezon ka agr apke pas kaafi had experience hai to aap invest kren kyun k agr loss hoga to ap genuine loss hoga jis ko recover krne lye apko alg forum se reocvery ni milegi apki khud ki jeb se wo loss hoga to dihan rakhen in cheezon ka.
      • #4 Collapse

        g han sir is main ye hai ke ap apni investment se pahle damio account pe practice zror karen aurmarket ko musalsal watch karte rahen aur is main ko market ki movement ka pata lag jye ga aur ap ko trend ka pata chal jaye ja aur jab ap ki trade perfect ho jaye to tab ap apni investment kare is se ap ko loss nai hota hai.
        • #5 Collapse

          Bilkul sahi bat ki hai forex main us waqt invest karain jab ap trading karny ki ability rakhty hon yani ap trader hon agar ap ko trading ka pata nahi hai forex ka knowledge nahi hai to ap beshak jitni marzi investment kar lo ap loss he karo gay jab tak ap is ki proper learning nahi karty market ko samaj nahi sakty tab tak ap kamyab nahi ho paen gay is liye pehly knowledge banaen demo par practice karain jab trading achi ho phir ap investment kar kay earning start karain.
          • #6 Collapse

            yes dear main bhi aik do post main yeh baat share kar chuka hoon k hamain investmrnt tab karni chye tab hamain mehsoss ho k ham is kabil hain k kuch earn kar saktay hain jitni ho sakay amain practice karni chaye q k practice karnay say kaafi sara knowledge milta hay experience barhata hay hamain pata chalta hay k markeet ki movement kab say kab tak kahan say kitni hoti hay phir hamain apni investment karni chaye is main hamara faida hay.
            • #7 Collapse

              forex trading main investment tab he karni chahiye jab humara trading experince acha ho kyun keh agar hum experince kay bgair trade karen gay to market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samana karna parta hay ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiye esmain
              • #8 Collapse

                Forex ak asa business hai jes mein agar ap cahein to bohat ziyada pasa kama sakty hein agar agar chah kar bi na chahein to kuch nai kama sakty matlb agar apky pas skills hein or knowledge hai to ap es mein invest krein warna ap ko es mein invest krny k liye effort krni hogi bohat ziyada
                • #9 Collapse

                  g han apka thrdaes title boht acha hai or ap ny boht achi bat i hai or business ka roles bhi yahi hota hai k hmain jo bhi busines karna hota hai osko pahly achi traha se sikh lena chahye os k bad apko apni trading karni cahhye q k jub ap sikh jaty hain tab he ap apni trading main invest kar k acha profot eran akr skty hain laken jub ap invest kar k sikhty hain tu ap zeda der tak invest nahi kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

                    jee apki baat sahi hay forex trading main humay investment tab karni chahiye jab humary pass bohat acha expereince ho kyun keh achy experience kay sath he hum market main regular base par achi earning kar sakty hay es business main khoob time daity rehna chahiye tab he safe earning kar sakty hay aur kamyab bhi reh sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai live trading be kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                        Forex ko hum aksar asaan sa business smajte hai lekan asaal mai ye asaan hai nahe ye apne technical techniques ki waja say kafe ziyada complicated business hai aor earning karna es business say asaan nahe es leye agar koi investment ka soch rahe hai tu oske leye sub say pehlay ye buhot zarore hai k apne ap ko es kabil banae takee ache aor profitable trading kar sakee taab he koi investment kare pir
                        Baat tou ap ki bilkul thek hay lekin aik chez ye b hay k jo new enter hotay hain yaha wo earning b chahtay hain maira khyal ye hay k wo investment krain lekin lot size bht smal rakhain ta k learning b hoti rahay aur erning b aur loss ho agr tou wo b km ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

                          G bilkul right bina experience k AP koi bi Kam ni KR sakty warna AP ko nuqsan he ho ga isi trha forex trading me jb to AP ko markeet ka knowledge ni ho ga AP kbi bi kamyab ni ho sakty is k leay better ha k AP phly demo practice kr k AP experience BNA ly us k bad implement kry phr AP kamyab zaroor ho gy..
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

                            Bikul janb koi bi business ho insan Bina experience k kamyab ni ho sakta is trha forex trading me bi Bina experience or markeet knowledge k AP kbi kamyab ni ho sakty is leay SB sy bhter Hal yehi ha k AP phly achi trha SB khuch seekh KR demo practice kr ly us k bad AP trading me investment kry otherwise AP ko loss ho ga is leay me to yehi kho ga phly AP demo practiceZaroor KR ly..
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Investment taab karne chaheye jab trading k kabil ho

                              forex mai jab hum trading karny ky qabil ho jy hamara knowledge or experience best than bet ho jy to hamy pher account mai investment kar ky trading karne chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X