Greedy traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Asslam O Alaikum han gee bilkul forex trading kay business may humay greed bilkul bhi nahi kerni chahye......agar kisi ko lalach ki adat par gae toh woh us kay liye bohat nuqsaan daa hoti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      humain forex trading main laalach nahi karni chahiye hai aur humain forex trading main apny mind k sath trading karni chahiye hai jis mkain humain koi bhi loss na hu aur hum khud ko eik perfect aur kamiab aur successful forex trader bana kar khud ko settled bhi kar sakain.
      • #63 Collapse

        yes dear forex me jo trader be greed se bach nhi pata wo sirf o sirf loss ko face karta hai jese key hum sub jantey hain forex market me greed ko control karna bohut difficult hai but agr trader daily ka profit and loss ka target set karey to greed se bacha ja saky
        Ta hai
        • #64 Collapse

          Greed is what makes people want more and more. It is greed that encourages you to move forward and keep working and saving. And in the long run it is greed as excessive desire to possess money that draws most traders to the currency market
          • #65 Collapse

            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main greedy traders ki koi jagah nahe hay kun klay greedy traders is best forum say kuch bhi faida nahe utha saktay wo srif loss hi karengay is business main
            • #66 Collapse

              Both traders see that they requisite to wring every measure pip out of a move. There is money to be prefabricated in the forex markets every day. Trying to grab every unalterable pip before a acceptance occur turns can set you up to decline the lucrative swap that you are session on
              • #67 Collapse

                forex mai greedy trader kliye koi bi jaga nahi hai ap agar greedy karthy ho tho ap apny amount ko loss mai convert karthy ho forex mai jo log apny emotion ko control nahi karpathy hai or greedy karthy hai wo forex mai move nahi karsakhty hai
                • #68 Collapse

                  greedy tarders is mai bhoot zada loss gain karty hayn or yahi hum sb kyn liy bhi bhoot bura hay akh humre liy yahi acah kam hay ,, kah ay hum si mai greed ko lose karen
                   
                  • #69 Collapse

                    lalchi tradres hamesha rotay rehtay hain q k wo lalach men aa akr forex ko seekhna bhi bhool jate hain . aur jab wo forex ko seekhtay nahi hain to phir wo hamesha loss karte rehte hain.
                     
                    • #70 Collapse

                      greedy traders kabhi kamiyabi hasil nahi kar sakte agar wo lalach ko cho r bhi de to bhi q k lalch ki wajah se unse seekhna reh gaya.
                       
                      • #71 Collapse

                        greedy trader kay liay advice hy kah wo trading kay doran patience rakha karain or is baa par bleive rakahai kay jo in ki qismat main likh dy agya hy wo un ko milly ga zaroor so avoid greed
                        • #72 Collapse

                          jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai meray khyaal say kisi bi kaam ki tabahi us wakt start ho jati hai jab us main greed ka element shamil ho jata hai so hamain chaiye k ham greed say bach kar trading karain ta k loss na ho
                          • #73 Collapse

                            dear forex mein agar loss hota ha to greed sy hota ha is lye jo log trading mein greed ly aty hain wo loss kar bethty hain is lye mind k sath knowledge k sath work kar k slow profit bhe best ha bajaye k loss ho
                            • #74 Collapse

                              forex k business main jis trader k under lalach hai wo trading main kbi kamyab ni hoskta jo b trading lalch ki condition main krta hai usko loss he h0ta hai soo forex main lalch bilkul b ni krni chyie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                greed sa hu sakta hay ap ko usi time faeda hu jae lakin yeh baad ma ap ko kesi buhut baray nuksaan ka murtakib kr sakti ha ais liyeh ais sa guraaiz krna chahiyeh ju keh sab traders ka liyeh zaroori hay sometime ap ko ais ki waja sa profit tu gain hu jae ga lakin loss ka khatra bhi hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X