Risk management in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2431 Collapse

    Sir forex trading aik risky business hay and hum monay management say risk management kar saktay hain yani big capital say low volume ki trade open karnay say risk kam ho jata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2432 Collapse

      je ha is kam me aap kokafi risk uthana prta he is ke bager aap ko koch b hasil nehi ho sakta risk esa hona chye jis se aap ko faida ho
      • #2433 Collapse

        Yes brother apki baat theek ha agr hum successful trader han or hum ne learn bhi kiya ha forex business ko per agr ap money management ko nahi janty or is ko follow ya use karna nahi janty to phr bhi humare losses ke chances barh sakty han so hume chahiye ke hum planning ke saath or target rakh kar trading karen.
        • #2434 Collapse

          Trading par jo koi bhi kam karta is my bhot he risk ho ta agar ap trading par kam karty ho to ap ko bhi bhot
          • #2435 Collapse

            forex trading ma risk management, money management our trade management bohat zayda important hoti hai is lea in ko dak kar trade karni chaye
            • #2436 Collapse

              Risk management aik zaruri cheez hai aur iske mukhtalif tareeqe hain.aik to aise items per trade ki jae jin per apko aitbaar ho.un items me ager thora bohat loss bhi ho jae to koi baat nahi.aur stopl loss ke feature ko bhi properly use kerna chahiye.asise log jo stop loss ko trade hurdle samajhte hainaksar loss face kerte hain.
              • #2437 Collapse

                agar ap apnay account mai planing mai risk management k sath krty hain to ap ko forex trading mai kaam krnay k leay ap ko har cheez ko follow krna parta hai is leay ap ko money management ka bahe pata hona chiea
                • #2438 Collapse

                  o janab g ma tu ye he samjti ho k forex trading business ma risk ko manage karna bohot he ziada zarori hai kiun k bohot sy trader asa hiotye hai jo risk ko manage he nai kartye hai or trading ma loss kartye hai.
                  • #2439 Collapse

                    bhqai jaan y6a kafi importantrule play kerta hay forex may risk managemnent and may apko gurante daita hun kay agar ap risk management ko forex tradign may use nahi kertay tou chahay pher apki koi bhi strategyu hou us say ap hath dhou bethougay and ap earning nahi ekr sakougay
                    • #2440 Collapse

                      han risk ko manage krna ak bht eh ache skill hoti ha ak trader ki aur ap isy manage tb he kr skty ho jab ap trading mein proper stoploss use krty ho aur proper trading plan hota hai apky pas risk reward ratio se trading is mein bht matter krte hai jb apka risk km reqard ziada ho to apka risk sahi manage ho jata hai profit bhi ziada hota hai
                      • #2441 Collapse

                        meray dost sahi kaha apnay per forex aik risky bussiness hay aur is ko buhat hi ahtiat se karna hoota hay is mai buhat zyada risk hay mager sooch samajh k kaam karna acha hoota hay
                        • #2442 Collapse

                          risk managment is depend on your trading style .. basicaly ap isko drawdown of your total equity b keh sakty ho. wesy recommended 2% risk allow hota jo standard market me chal raha ha
                          Pak Forex Forum is delivering knowledge to all... thanks Pak forex forum team... :)
                          • #2443 Collapse

                            dear ya sahi hay forex bohat ziyada risky business hay or iss may aap ko risk ko control kar kay hi trading kar na hota hay iss liya aap ki kosish honi chahiya kay aap risky ko control rakho iss kay liya aap ko balance ziyada la na hota hay or agar aap balance ziyada nahi la saktay ho to phir aap ko lot size kam rakhna hota hay.
                            • #2444 Collapse

                              Gee sir forex trading aik risky business hay es main humain risk ki management karna zaroori hay agar without management kay kam karian gay to bohat zaida loss ho sakta hay, es liay humain risk ko control karnay kay liay money management zaroori hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2445 Collapse

                                forex trading main risk managment bohat zarori ha agar ap aisy kahain k forex traidng main risk mangement k bghair ap survive nahin kar sakty tu ye bhi ighalat nahin ho g kun ap ka capital he sab koch ha forex main agarapk pass capital ho ga tu ap koye planning bhi kar sakain gain ap ki strategy bhi bany gi lakin agar ap nay apna capital he loss kar dya tu ap k liye bohat bari problam ho jaye gi is main kam karna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X