T.p aur stop loss ka istemal!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: T.p aur stop loss ka istemal!

    g haan bhai jaan ham ko as main stop loss aor take profit ka istamal karna chahiy hai q k agar ham an dono ka hi istmal kare gee tu as se ha ko hi fyada haias liy ham ko as main aesa hi karna chahiy hai as man ham ko dil se kamkarna chahiy hai tak ham as main acha bonus hasil kar sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: T.p aur stop loss ka istemal!

      Brother koi bhi business ap kar rahy hon to us ka yahi purpose hota ha profit hasil karna ap k mind main ak he cheez hoti ha profit ko kaisy ziada say ziasa kia jay forex main trading bhi ap es waja say krty hain keh ziada profit earn kia jay t.p ka mtlab ho hota take profit agr ap trade krty hain ar t.p nai karty hain to its mean ap profit earn nahi kar rhy hain some time wo profit ap ka loss main badal jay ga ar stop loss k matlb hota ha ap trade krany say pehly apny account main stop loss laga dety hain jis ka ye faida hota ha agar ap trade karty hoay loss ho rha hota ha to ak limit par aa k ap ka loss stop ho jata ha us say ap ka account wash honay say bach jata ha
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: T.p aur stop loss ka istemal!

        forex aik bohat bara business hain is mai hamy stop loss ko or take profit ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain

        اب آن لائن

        Working...
        X