T.p aur stop loss ka istemal!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    T.p aur stop loss ka istemal!
    Aoa dear Pakistan forum members mai apse pochna karna chahta hun k t.p aur stop loss kya terms hain aur isko kaisy use kar sakty hain aur iska faida nuqsaan kya hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    walaikum salam dear t.p ka matlab hai take profit hai or s.l ka matlab hai stop loss hai forex trading me in dono ka boht bara roll hai agar ham s.l use nh karen gai to hamara account wash hosakta hai or agar ham t.p use nh karen gai to jtna ham ne new trade profit me aae hai wo loss me na chala jar or ab ka use ham support or resistance par karte hai agar trade ham resistance par le rahe hai to hamara s.l resistance k oper or hoga or jahan profit book karna hai wo hamara near support line k thora sa oper hoga t.p
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
      Aoa dear Pakistan forum members mai apse pochna karna chahta hun k t.p aur stop loss kya terms hain aur isko kaisy use kar sakty hain aur iska faida nuqsaan kya hai.
      Kissi bhi trade take profit aur stoploss ka hona bahot hi zaruri hota hai aur jab tak ham takeprofit aur stoploss ko use nhi kren ge tab tak ham better trading nhi kr saken ge
      Takeprofit use na krne ki waja se ham apna kafi profit miss kr kr e hain aur agar ham stoploss ko use nhi krte hain to hamara account bhi wash ho sakta hai isliye in dono ka usage bahot hi zaruri hota hai
      • #4 Collapse

        g han sir ye dono forex ke buhat ahm tareen feature hai aur ap is main se buhat sa faida hasil kar sakte hai aur ye feature har trader ko istamal karne chahiye is main ap ko buhat relax mahsos ho ga after take trade on market when we use these feature you should safe fromany big loss.
        • #5 Collapse

          Asslam o alikam all ferinds hume trading main do cheezo ki sab se zada zahrorat hoti hai eik stop lose ur dosra take profit aksar log in ko use nai krte jab hum kisi waja se online nai ho sakte take profit se hamri trade profit main close ho jati hi ur stop se hume zada lose nai hota trade Auto main close ho jti hai
          • #6 Collapse

            forex trading main take proft or stop loss do ayse points hain jink baogr hum kbhi bhi secure trading nahi kar skty hain en main trading karny se hmary account ki mangemnt hoti hai aghr yah sub nahi karty hain tu hmara aik he trade main loss hony se hmara ccount wash ho jata hai jis se hmara expoiernce bhi gain nahi kar skty hain es liye apko apni traing main t.p or stop loss ka use karna chahye
            • #7 Collapse

              forex trading business mein tp take profit aur stop loss best option han trading mein aur forex trading business mein stop loss aur take profit ko buht ziada ehmyeet hasil hy stop loss aur take profit ka faida hi hy trading mein nuqsaan koi nhi kiok stop loss se hum buht ziada loss see bach saktay han aur take profit se profit earn kar saktay han stop loss aur take profit ko lazmi lagana cahaiye
              • #8 Collapse

                For explain working karne ke liye hum hai yaha par take profit Lagana Loves Me Hota Hai Itna Jyada Hum Yahan Par easily kaam Karenge market Mein samjhenge Iske Lokesh. For trade positions ko samajh jayenge uske sabse kam Karenge Hum mein kabhi bhi aap se nuksaan nahi ho sakta hai aur hum yaha par Dracula working Karke apni speed ko increase kar sakte hain aur proper working ke sath Aage aa sakte hain isliye Zara Khayal Se Kam kare
                • #9 Collapse

                  dear take profit aur stoplose ka forex main bahut aeham kirdaar hay agar yeh do steps is main na ho to ham kabhi bhi forex main aik successful traders nai ban saktay hain take profit ka mean hota hay kjub hamara order hamary point tak pounchay to computer automatic us order ko cut karday aur stop lose ka matlab hota hay k hamain aik had tak nuksaan ho aur jub us had tak hamara lose ponchay hamara order automatic cut ho jaye chaye ham markeet ko watch kar rahay hain ya nai.
                  • #10 Collapse

                    Trade lagaty waqat 2 batoon ka khayal rakhna chaye. Aik to ye k stop loss zaroor lagain. Us se ye hai k ap ka loss aik jagah a ker ruk jai ga. Ap ka capital safe rahy ga. Dosra take profit bhi zaroor lagain ta k ap ka profit bhi safe ho jai.
                    • #11 Collapse

                      Dear TP jo ha take profit ko kaha jata ha aur SL stop loss ko kaha jata ha trading ki term main shuru shuru main new traders ko pta bhi nai hota k TP kia chez ha aur SL so wo trade lgatay huay set nai krtay jis ki vja say kbi to account babut profit main a jata ha aur kbi loss ki vja say account wash bhi ho jata ha so meray nazdek to TP aur SL zarur lgana chaheay ic k kafi saray fawaid hotay hain.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
                        Aoa dear Pakistan forum members mai apse pochna karna chahta hun k t.p aur stop loss kya terms hain aur isko kaisy use kar sakty hain aur iska faida nuqsaan kya hai.
                        trading Mein stop loss and take profit bahut jyada important hote hain traders ko chahiye Kaise Bade Kare tu hamesha take profit or stop loss lagakar trading Kare ICSE traders bade bade losses se Baj Jayenge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
                          Aoa dear Pakistan forum members mai apse pochna karna chahta hun k t.p aur stop loss kya terms hain aur isko kaisy use kar sakty hain aur iska faida nuqsaan kya hai.
                          Achi trading karne ke liye fake profit aur stop loss bosada important Hote Hain credit score chahiye ke champion trading Kare to In Dono ko use rule Kare ICSE worksheet reading kar Sakenge Auron ko Jyada loss bhi nahi hoga
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein take profit aur stop loss ki buht ziada ehmyeet hy stop loss ko apni trade mein use kar k ziada loss se bach saktay han aur stop loss se ap ka account wash nhi hota aur take profit se ap profit earn kar saktay han forex trading business mein hum ko stop loss aur take profit lazmi use karna cahaiye is ka buht ziada faida hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: T.p aur stop loss ka istemal!

                              humain market main agr kam karna hay to is main stop loss ka use karna ho ga kun kay stop loss ka use humain aik limit dyta hay jis say humain ziada loss nai hota hay or isi tar humain take profit ka b use karna ho ga jis say humain profit hasil karny ki b limit milti hay humain hard work kar kay achy say practice say kam karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X