Forex trading mai disheart na hun!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai disheart na hun!
    Aoa dear forum friends loss and profit business ka hisaa hai aur forex trading ik geuine business hai to loss k chances yahan bhi mojood hoty hain to agar apko kisi trade mai loss hota hai to hargiz preshan na hun bulkey apni mistake ko dhodany ki koshish Karen k apse ghalti Kahan pe hui hai q k trade loss ki basic waja kahain koi ghalti hoti hai. Aur next time is bad experience se achi trade lagay gi aur insha Allah zarur profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
    Aoa dear forum friends loss and profit business ka hisaa hai aur forex trading ik geuine business hai to loss k chances yahan bhi mojood hoty hain to agar apko kisi trade mai loss hota hai to hargiz preshan na hun bulkey apni mistake ko dhodany ki koshish Karen k apse ghalti Kahan pe hui hai q k trade loss ki basic waja kahain koi ghalti hoti hai. Aur next time is bad experience se achi trade lagay gi aur insha Allah zarur profit ho ga
    Forex bahot hi acha buisness hai agar hamen forex men loss ho jata hai to hamen iss se disheart nhi hona chahiye balke hamen aur ziada mehnat krni chahiye
    Agar ham loss hone pe disheart ho jaen ge to ham kabhi bhi aona loss recover nhi kr paen ge aur gara ham mehnat jari jakhen ge to ham aik din expert bn jaen ge aur iss buisness se kafi achi earnings le saken ge
    • #3 Collapse

      G bhaijan blkl sai bola ap ne
      • #4 Collapse

        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai us main ap ko kabhe kabhe lose bhe ho jata hai laikin ap dis heart blkul bhe na hon agr ap disheart ho gaye tu ap us ka aur ziada lose ho ga jo acha trader hota han wo us baat ko bahut acha sa samjhta han ka lose bhe business ka hisa us lya wo us ke tention nea lata aur apni trading jari rakhta han
        • #5 Collapse

          G friend ap bilkul thk kah rahy han k agr humy kabi loss ho jata ha toh humy kabi b dishart ni hona chaya balky humy is ma zayada say zayada mehnat karni chaya phr hi hum agy nikle sakhty han is ma dishart ni hona chaya
          • #6 Collapse

            dear ap bulkul thek kah rahain hain agr ap business krty hain to apko ye baat zehan me laazm dalnee hai k apko sirf profit nh ho skta mgr trading agr mehanat or dyaandaaree si kee jai to loss k chances weak hotai hain ,,, thanks
            • #7 Collapse

              Ap ne bohat zbrdast bat ki hai. Is men kabi b disheart nahin hona chahye. Mujhy b 200 dollar ka loss hua tha to main disheart ho k 3 maheny na koi post ki aur na he koi trade lagai. Lekin ab main dobara se post aur trade kar raha hun.
              • #8 Collapse

                Loss aur profit to har business main hota hai lekin loss honay par preshan nahi hona chahiye balky us say lesson lay kar us ko recover karnay kis koshish karni chahiye loss hamari mistake ki nishandahi karta hai is liye isko ignore nahi karna chahiye mistake ko dor kar kay pehly ap ko apna loss recover karny ki koshish karni chahiye us kay bad ap ko is say learn karna chahiye so loss honay par kabi mayoos na hon.
                • #9 Collapse

                  G bilkol sach kaha hy k forex trading my ham dishurt na ho balky ham afr losss krty hy to phr ham ko is my bhit hi dyhan dyna chiya our hamy bhot zeada lern krna chiya pr is sy dil tang nai krna chiya ham ko mhnat krni chiya our bhot zdada ham ko apny ap ko lerning my rakhna chiya taky ham losss na kry our sahi earn kr sgy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    g han apki bat sahi hai forex trading main loss or profiit bhi es business ka hisa hain or kbhi bhi apny loss se dil nahi chota karna chahye trading main loss bhi hmari correction k liye hota hai k ta k hum apni trading main achi leraning ki traf aen or trading ko mazzed best karny ki koshsih karen tu apny loss se trading koa cha karna chahye na k dil chor jana chahye k hmain es main trading nahi karni hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai disheart na hun!

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti akr dety hain to hamy loss ho jat ahain or hamare sare mahnet zya aho jate hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey balky next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna cahey pher he hum kamya b ho gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai disheart na hun!

                        Aksar log forex market main kam kertay howay jab loss ker letay hian to apnay ap ko trading say door ker letay hain. is lye tamam logo ko chahye kay ager koe loss ho bhi jaye to us ko dekh ker emotion na hon aur na hi us say dishurt ho jaen. apna routeen ka kam jari rakhen aur bar bar himmat kertay rahen aik dinap successful hon gay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai disheart na hun!

                          Dear ftend mery sath aksar ye hota hai k mujhy jab b loss hota hai to mai dishearat ho kar post or tread lgana chor dati thi jab k hmy aisa nai karna cgaye kun k koi b aisa work nai hai nis mai hmy loss na ho or agar hm sary kam loss ki waja sy chory gy to hm kary gy kia phr to hmary pass koi b aisa kam nai ho ga jis mai hmy sirf profit he ho es liye kisi b chez mai haar manany sy behat hi hm un point ko he apne zindagi sy nikaly jo hmari haar ki waja banty hai es tarha hm aim achy treader bam sakty hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X