Selection of lot size.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Selection of lot size.

    Ap ko lot size apni equity key mutabique he select krna chahey. Agr ap es ko durast select krna hai tou phr ap money management key rules key mutabique lot ko select krey tou ap forex business mai achi lot ko select kr sakty ho aur market sey acha profit hasil kr sakty ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Selection of lot size.

      g bilkul lot size mai apka loss kam hogaa....
      • #18 Collapse

        Re: Selection of lot size.

        Assalamu alaikum dear friend trading karte Waqat lot size ka khas khayal rakhy q k lot size apk account ko represent krta hai jitna zaida Apka lot size hoga Apko utna hi açha Profit Hasil hoga is lye apko chahie k ap daily basis per bahut DemO account par practice zror krain jitna Ziada ap ki pass trading k hawaly se axha experience hoga Apko utna hi Achi kamiyabi hassil kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Selection of lot size.

          Trading ka sara result lot size per Hota Hai Jitna Hamara lot size Hota Hai utna hi Hamen trading se ya to loss ya to profit Hota Hai lot size per hi depend Hoti Hai trading lot size ka selection Hamen account management per chhodana chahie aap pahle account ko management Karen aapka account kitna hai aap Usi hisab Se Apna lot size ka planning Karen agar aap account management Nahin Karte aur aise hi lot size use kar dete hain aur fir big lot size use kar dete Hain To aapka account wash ho sakta hai apne account ko safe rakhen aur small lot size use Karen aur account management Karke a lot size use Karen
          • #20 Collapse

            Re: Selection of lot size.

            Assalam_0_Alaikum! Feeding karte hue hamen lot size ka selection karna hota hai agar Ham treating kar rahe hain to hamen hamesha apne account balance ke mutabik aur money management ke mutabik hi lot size ka use karna hota hai zyada kar dete Hain money management ko ignore kar dete Hain to hamen hamesha nuksan hota hai isliye hamen kabhi bhi trading karte hue lot size ka use karne mein compromise nahin karna chahie hamesha save aur secure trading karni chahie aisi trading karne chahie jisse hamara account wash na ho hamen hamesha soch samajhkar trading karne chahie jab bhi Ham lalach karte hain jaldbazi karte hain lot size ka use apne account balance zyada kar dete Hain to hamen nuksan hi hota hai
            • #21 Collapse

              Re: Selection of lot size.

              ji han bilkul der aapane bahut acchi baat ki hai ki hamen Laut shayad hamesha dekh Kar Hi aur soch samajh Kar Hi lagane chahie isliye hamen apne account balance ko dekh kar hi lot size lagani chahie agar Ham lot size apne account balance se jyada laga dete Hain To fir hamen bahut jyada lost bhi ho sakta hai kyunki hamara account are mein chala jata hai isliye koshish karenge lot size hamesha apna account balance ko dekhkar hi use Karen Taki hamara account safe Rahe aur ham acchi earning bhi kar len
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Selection of lot size.

                Ji haan bilkul theek baat hai, Forex Trading main Lot Size k Uper hi Sara Kaam hota hai, Humen Apnay Account Balance aur Risk Managment k Hisab se hi Lot size ko Select karna chahye, Kyn k Agr Humara Account Balance kam ho aur Hum Bara Lot Size Select kar len gay to Profit b Zayada ho sakta hai aur Loss b Zayada ho sakta hai, Aur Chotay Account main Agr Zyada Loss ho jaye to Account Wash b ho sakta hai, is lye Kabi b Zayda Profit k Lalach main kar Trade na kye karen balke Ek System k Mutabik kaam karne gya to hi Forex main Kamyab ho saktay hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X