Trading karny k liey patience ka hona boht zroori a

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karny k liey patience ka hona boht zroori a
    Brothers forex trading ko karny k liey jha boht c cheezoo ka hona zroori a ehsy he trading m patience k begair Ap kbi b ik achy trade ni bn skty jaldi se trade lgana aur thory se loss k bad foran trade ko close kr dena is soorty hal se niklana chiey aur inhtai cool mind se trading karni chiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex trading bhot hi risky business hay aor is say profit hasil kernay kay lia humay bhot hi soch samjh ker trading kerni parti hay aor forex trading ma wohi banada kamyaab hay jo sabr-o-tahamal ka aadi hu kiun kay jaldbazi trading ma hamesha nuqsaan deh huti hay is lia humay bhi chayi kay jab bhi koi trade open karay tu pehlay achi tarha analysis ker layn aor news ko bhi madde-nazar rakahyn aor jab kuch samjh aa rahi hu tu tab hi trade open karay karay warna kuch dair kay lia wait ker layn ta kay ghalti na ker day.
    • #3 Collapse

      G bahi trading ka bohot riski business hain jab tk lagan s petian s kam nahi krta tab tk ap forex mai kamyab nahi ho sakta ap ko trading mai kamyab hona ka lia mahnat krni parti hai or mahnat ka baghir kuch nahi hasil kr sakta hain mahnat lazmi hai forex jitni mahnat karain gain othna pahl mila ga is lia forex ka lia apna andar patients ko la kr aya tan ap accha tareka s forex ko jan saka gain
      • #4 Collapse

        Forex may agar kamyaab hona chahehaty ho to patience kartay rehna chaye or demo account may trading lazmi karni chaheya ta kay markeet ka andaza lagta rhay kay markeet kesay move hoti hay our kab up down jati hay.
        • #5 Collapse

          G Hn Dosto forex trading ma agr ap chaty hy k ap successful trading kry to es k ly zroori hy k ap sbr sy km ly Kiun k sbr trading ma aisi cheez hy jo ap ko bht bry loss sy bacha skti hy es ly Forex trading ma sbr sy km ly or sai time py sai strategy lgy or profit hsal kry
          • #6 Collapse

            aapki baat bilkul theek hai hi duniya mein koi bhi kaam ho usko karne se pehle us cheez ki practice karni parti hai bilkul isi tarha forex bhi practice ke baghair karna bahut mushkil hai kiun kay forex bahut zyada critical business hai isko seekh kar kiya ja sakta hai aur isme experience karne ke liye iski baar baar practice karna zaroori hai..
            THKS
            • #7 Collapse

              G han forex trading k liye practice bahut hi zaroori hai. Practice k liye sab se bahtreen demo account hai. Demo account mein koi risk bhi nai hota aur practice bhi bahut achi ho jati hai. Is mein ap ko balance bhi kafi mil jata hai.
              • #8 Collapse

                Brother ap ney bahut achi baat ki hy patience ka insani zindgi main bahut amal dekhel hy aor forex trading main to iski ahmiat aor bhi berh jati hy. Jiska apny emotions pet control nhen woh aik acha trader nhen ben sakta keon trading main aisi situation se akser wasta perta hy jis waqt humain apni greed ko control kerna hota hy. Baz defa humain saber kerna hota hy.
                • #9 Collapse
                  Qasim ibrahim سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                  Aziz dosto Forex trading karne ke liye patience zaroori hai q k jald bazi me hum log galt faisle kr lete hain jis se humein nuqsaan uthana per jata jitna apne ap ko ap patience me rakhein gai utne ache faisle kr payein gai
                • #10 Collapse

                  g janab aisa hi hai kai is market main trading karnay kai liyay ap kai andar patience hona zarrori hai aur main tu is ko sub say zaida aham samajhta hon. Agar humay kisi trade main profit ho raha hai aur hum us ko apnay required target kai mutabiq close nai kartay aur mazeed lalach kartay hain tu yakeenan loss hi karwayn gay.
                  • #11 Collapse

                    forex kya her wo kam jo hum kerty hien es mien aa ker patience ka hona bhut zarori hai jab hamary pass patience na ho ga to hum es mien aa ker earning na ker sakain gay es lye hamain her hal mien sabar ka daman na chorna chahye jo log sabar kerty hien wo earning bee ker lety hien
                    • #12 Collapse

                      hanji dear sabar k trading karny say he app ko success mil sakti hai agar app jaldi bazi karain aur rato rat ammer hony k chaker main lach karain gay tu ap forex main kabhe success nahe houn gay app nay ju bhe successfull trader daikha hai wo forex k rules ko follow kar he success hoa hai app jiss say marzi poch sakty hain k aik successfull trader banny k leay ap ko kis chez ki zrorat hoti hai,.
                      • #13 Collapse

                        yes yeh baat apki bilkul thek hay dear,agar ham sab sabar say kaam nai laingay to hamaray pass profit bahut kam hoga aur lose ki tadaad bahut ziada hogi aur hamara thora sa bhi order agar profit main jayega to ham apna order bahut jaldi say cut kardaingay aur agar trading main ham sabar say kaam laingay aur jub koi confirm order milay ga tab hamain sabar say us order main say bahut ziada earning hogi is liye hamain sabar ka daman nai chorna chaye is main bahut barkat hay.
                        • #14 Collapse

                          Trading main patience bohat he important thing hai jo hamary kamyab honay main help karta hai jo traders patience say kam nahi lety wo loss kar dety hain hmesha hamain trade karnay se pehly aur trade kay doran har step sabar say lena chahiye sabar ka phal har kisi ko milta hai isi tara ap trading main bhi patience say kam lain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #15 Collapse

                            Re: Trading karny k liey patience ka hona boht zroori a

                            forex mai hum kam karty hain or maunafa kamaty hain lakin jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota loss ky bad hamy thence nahi hona chahey bakly saber karna chahey or patience ky sat next time mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X