What is spread ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is spread ?
    Friends!
    ap se ye pochba hai ka forex trading main ek lafz use hota hai what is spred to is ka jia matlab hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
    Friends!
    ap se ye pochba hai ka forex trading main ek lafz use hota hai what is spred to is ka jia matlab hai?
    Dear aap ne question acha kia kia hai but aapko apne questions details k sath explain k sath post krne chahiye aap ne bahot hi short questions kiye hain
    Dear spread aik broker ki taraf se fee hoti hai jo hamen trading k liye plateform provide kia kia ja rha hota hai uski broker ki taraf se hamen fee deni parti hai aur ye hamara spread hota hai ham spread ki soorat men broker ko fee de rhe hote hain
    • #3 Collapse

      Bahi spred kuch pair mai 0 hota hai kisi pair mai 60 hota hai jasa ka gold pr jab hum trade lagata hain tu ka do figur ah raha hota hain dono figur ka darmiyan 60 point ka fark hota hai jasa ap trade open krta hai tu loss hi mai open hoti hai 60 spread ki waja s or aksar mai ya spread 0 hota hai jasa la oil mai ya serf usd mai ya 0 hota hai
      • #4 Collapse

        Dear asal ma spread osko kehtay hay jo kisi bhi currency kay Sell aor Buy kay darmiyaan faraq huta hay jesay GBPUSD ka hay Sell 1.2869 aor Buy 1.2872 yani jab hum buy karay gay tu mehnga milay ga aor jab Sell karay gay tu susta bikay ga aor ye broker ka share huta hay jo humay trading kay lia platform provide kerta hay aor spread fix nhi huta ye currecny per depend kerta hay kisi ka kam aor kisi ka zeyada.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          When you open a trade the number of pips automatically down that the broker is charging for the spread so you pay such spread to your mentioned broker.

          اب آن لائن

          Working...
          X