Before news ya after news trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Before news ya after news trading
    Agar ham koi trade krna chah rhe rain aur ham news se pehlay hi trade ko open kr len ge to hamen iss baat ka confirm nhi hoga k news market ko kiss trend men le jaen gi aur iss se hamen kafi loss bhi ho sakta hai
    But agar ham news k baad jab market trend pakar le gi uss time koi trade open kren ge to wo hamare fever men hogi isliye news k bad trading krna best hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hanji dear bilkul app nay achi post ki hai aur main bhe issi say agree houn kyon k news k time kabhe kabhe asa hota hai k makeet double sided movement hoti hai jiss say app k order phans jaty hain ya ap ka stop loss hit ho jata hai iss leay app wait kar k he order lgain kuyn k one hour k bad news change bhe ho jati hain agar negitive hai tu postitive hojatai hai.
    • #3 Collapse

      yes you are right hamen always chahiye keh news k bad hi trade karen to hamare liye kafi ziada acha hota hey aur news trading bohot hi ziada risky hoti hey aur hamen chahiye keh hum apne pending orders kisi bhi break point par open kar len aur Apne SL and TP ko bhi set kar len is se yeh faida hota he keh hamen loss boho thi kam aur profit bohot hi ziada ho jata hey
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        News Ke Aane Se Pehle Aap Ne trading nahi karni news Ke Aane Se Pehle trading karna Hamare liye bahut jyada risky ho sakta hai aur Hamare liye bhi ho sakta hai isliye Forex trading main kaam karna hai toh risk nahi lena aur apne risk ko minimise karne ki Tarika nahi
        • #5 Collapse

          g bhai ager ham log news aanay say pehlay hi entry lay lain gay or news ka output opposite aa jaata hay to aap ko heavy loss ho sakta hay issi liye jab news ka output aa jaye to phir market behavior dekh ker trading kerni chahiye ham sab ko taakay loss kay bajaaye profit ho sakkay.
          • #6 Collapse

            Jee han aap ne bilkul theek kaha forex trading mein news ki boht ahmiyat hai yahan market kay hisaab say chalna parta hai,news say aap ko pata chal jata hai kay market aap kay favor mein hai ya nahi is liye ba khabar hona boht zaroori hai warna loss ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              friends Hmein trade karty waqt es baat ka mind mein rakhna lazmi hota hai ky hum agr news sy pahly trade krein gy to humein pta nai lgy ga ky Market trade ko kes zone mein lay kar jati hai or hum es mein loss kr bathein gy es liye hmein chahye ky hum News ky bad trade krein taky Market hmari fever mein ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                before news trading main loss ka risk hota hay so humay chahiye keh es loss kay risk ko kam say kam rakhy kyun keh agar hum esmain ziada risk lain gay to hum market main earning karnay ki bijaye market main loss kar sakty hay so humay chahiye keh news kay baad impact anay kay baad he trade karen

                اب آن لائن

                Working...
                X