Kissi bhi pair pe trade k liye margin zarur note kia kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kissi bhi pair pe trade k liye margin zarur note kia kren
    Ham jab kissi pair pe trade open krte hain to hamen iska margin zarur note kr lena chahiye q k hamen pta hona chahiye iss pair ka kitna margin required hai phir ham uss pair pe ussi k motabiq hi lot size ko select krte hain
    Hamen trade k liye free margin zarur rakhna parta hai q k jab hamare pass free margin nhi hoga then ham koi bhi trade bhi open nhi kr saken ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki baat bilkul drusst hay humay kisi bhi currency per trade open kernay say pehlay zaror dekhna chayi kay iskay lia kitna margin chayi kiun ager margin kam reh jay tu open koi aor open nhi ker saktay aor ager trade loss ma chali ghi aor margin bhot kam reh ghia tu pher stop out bhi hu jata hay yani auto per trade close hu jaye ga is lia is cheez ko bhi zehn ma rakhna chayi.
    • #3 Collapse

      Yes of course Aap Ki Baat bilkul theek hai hame forex market mein kisi bhi currency pair ke upar trade karne se pehle Apna trading margin zaroor calculate kar lena chahiye.
      Hame chahiye ki forex market Mein Jab Hum trading Kare Toh Hum Apne analysis acchi Rakhe.
      Aur Hame forex market Mein long term trading Karni chahiye
      • #4 Collapse

        agar hum margin level note karen gay to he humay pata chalta hay keh hum apny capital kay sath kitni lot size ko use kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain lot size ko bhi manage karen aur money ko agar hum esi trha manage kar kay trade karty rehy gay to humari trading bohat achi ho pati hay
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
          Ham jab kissi pair pe trade open krte hain to hamen iska margin zarur note kr lena chahiye q k hamen pta hona chahiye iss pair ka kitna margin required hai phir ham uss pair pe ussi k motabiq hi lot size ko select krte hain
          Hamen trade k liye free margin zarur rakhna parta hai q k jab hamare pass free margin nhi hoga then ham koi bhi trade bhi open nhi kr saken ge
          Ye baat aap ki bilkul theek hai hum jab free trading Kare aur trade Lagaye to Hame Aur Jeene Ko Jarur dekh lena chahiye Kyun Kata Laga Ne ke baad Jitna Jyada margin free hoga Utha nahi pata hoga
          • #6 Collapse

            ye aapki baaat thek hain main apki is post say agree karti ho bhot say logo ko margin ka nhe pata tha aab pata chal gya hoga main ne b dekha hain k kuch paris ka margin bhot he ziyda hota hain humhain usk hisab say he use karna chhiaye agar is say ziyda big lot use kare gy tu loss main jah skte hain margin he asi chez hain k account ko safe rakh skti hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G pairs ki selection hum ny khud karni hy ky koun sy pairs ky sath trade open high pr jaiy gi agr axhy pari ky sath trade kary gy tu hamy kafi kuch hasil ho sakta hy agar paris mai kuch difficulty hoi tu kuch nai hasil ho sakta hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X