Bari lot account wash hone ki bari waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bari lot account wash hone ki bari waja
    Forex ek bahut zyada critical business hai aur is main kis time konsi movement ho jaye kisi ka nahi pata chalta to new traders ko mera mashwara hai ke kabhi bhi wo bari lot na lagin kiun kay bari lot account wash jab tak hum forex business man strong na ho jaaye is time tak hum apni lot bilkul choti se choti rakhe jis se hamin kabhi nuksaan mein nahi rahenge aur hamesha hume fayda hota rahega..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ma ap ke bat sy agree karta hun hamen lot size hamesha apny balance k hisab sy munasib rakhna chaye chay ham new traders hoon ya experienced kiun k bari lot size hamesha nuqsan ka bais banti hy so we should b careful about this
    • #3 Collapse

      Hamari sab sy bari trading main mistake hi yehi hoti hai ky ham apny balance per bahot bari lot size laga dety hain aur thori si markets hamari open trade ky against move kerti hai tou hamara account wash ho jata hai but agar lot size small use kerain tou apny lies ko control ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online international bussnisss hay aur iss main daily treelen dollers ka bussniss hota hay iss bussniss sa aksar trader zayada kamana k chakar main money managment ka khayal na rakhtay howay bari lot lagna start ho jatay hain jis sa aksar lose ki waja sa trader account wash ho jata hay
        • #5 Collapse

          Bari lot bara risk choti lot kam risk agar ham is formula per amal kerain tou ham secure trading ker sakty hain lekin bary profit ky lalach main ham bari lot size sy trade open ker lety hain aur bara profit hasil hony ki bajaey aksar bahot bara loss ker dety hain jis ko recover kerna bhi bahot mushkil ho jata hai
          • #6 Collapse

            Yes of course Forex trading Mai Big Lot size Hamara account wash kar deti hai.
            Hona chahiye Hota Hai ke forex market Mein Hum long term trading Kare aur apne analysis perfect Rakha Karein Big Lot size mein sirf aur sirf scalping strategy ke upar apply karne chahiye Uske Alawa Hame normal volume of lot size money management Kesariya use karna chahiye.
            • #7 Collapse

              kesi be trader ka account kesi reason ki waja se hi wash hota hay, esy many different reasons hey jo key account wash kar sakty hey sab se main waja big lot size ko use karna hay jes me traders zeyda profit karny ka lalach ki waja se big lot size laga dety hey aur apna account wash kar lety hey.
              • #8 Collapse

                yes dear ap na bilkul e theek bat ke ha and apmki es bat ko like krn ga dear ka forex trader mn sa aksar log loss krta hn and us ki bhot bri wja lot size bh ha and lot size and number of trades ko manage krna e money manegment ya ap es ko loss manegment bh kh skta hn dear woh new trader ka mushvera bh theek ha bhai hum to khud abhi tk 0.01 ka level sa up nhn jata reson yhi ha aka agr ksi trade ko long term la kr chilna e prta ha to bnda hold to kr ska na g
                • #9 Collapse

                  dear friends forex trading aik boht hi mushkil business hai is mein patience say kam lena perta hai kion kay kisi waqt bhi kuch bhi ho sakta hai har waqt nafay ki umeed bhi nai rakhni chahiye aur na hi har waqt nuksan ki umeed kion kay yeh online business hota hai kuch bhi ho sakta hai.apny mind ko har waqt tiyar rkhna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Dear frend ap ki bat bilkul theek hai hamari galt money managment hmari loss ki bhari waja hai agar hmary pass 100 dollar ho to hmy o.o1 sy zayada lot set nai karni chaye hmari thori si galt lot hmary account ko washed karny ka sabab ban sakti hai.
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ki bat teek ha kay bari lot account wash honay ki bari waja ha kay jab bi ap pak forex ma trading kartay ha to ap ko pta hota ha kay marktw oper ko ja rahi ha ya najai ap tead laga tay ho lakin markte up hojati ha or ap ko apna account wash honay say bajanay jay laya ap ko stope loss ko lagana ho ta ha takay ap ka zayada loss na ho
                      • #12 Collapse

                        G Hn Dosto forex trading ma account k wash hony ki bri main wja bri lot ka he lgna hy forex trading ma hm jb b bri lot ko lgaty hy or sath ma agr hmain loss ho jy to loss hota hota akhir ma hmary account ko wash kr jta hy es ly agr account wash sy bachna hy to bri lot na lgaya
                        • #13 Collapse

                          belkul theek bat ki hai ap ny k ager hum forex mien aa ker bari lot use kerty hein to hum es mien apna loss bee bara ker ly gy or ho sakta hai k in lots ki waja sy account wash bee ho jy es lye hamain forex mien aa ker bari lots ko use na kerna chahye or es mien mehnat ker k choti choti lots use kerni chahin.
                          • #14 Collapse

                            Dear ap ki bat theak hay jin traders ka account wash hota hay un ki main waja bhe bari lots ka istemal hota hay apny account ko manage kiye baghair jab bari lots ka use kiya jaye to account wash hony k chances barh jaty hain apny account ko manage kar k hi lot size len tab hi safe kar sakty hain apny account ko otherwise big lot size ap k liye nuksan dehh ho sakti hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee apki baat sahi hay agar hum big lot size ko use karty huway trading karen gay to wohi lot size humary liey loss ki reason banti hay so humay chahiye keh aisi reason ko khatam karen aur lot size manage kar kay trade karen kyun keh bina manage kiey hum market main achi trade nahi kar sakty ulta loss he hota hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X