Market ki condition ky sath trading stretigies ko bhi change ker lena chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki condition ky sath trading stretigies ko bhi change ker lena chahiay
    Agar ham forex market main achy trading aur earning kerna chahty hain tou kisi aik hi stretigy per trade kuch time ky liay hi faida deti hai jesy hi market ki condition change hoti hai tou same stretigy nuqsan dena shuru ker deti hai isliay best yehi hai ky ham forex condition change hony per stretigy bhi change ker lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan brother aapne bilkul theek kaha hai market bhi time to time apni situation aur apni condition change karti rehti hai hum agar ek hi strategy bahut lambe arsay tak use karte rahe to woh hamare liye faydemand nahi ho sakti hame chahiye ke market conditions ke hisab se apni strategies bhi change karty rahain..
    THKS
    • #3 Collapse

      Bhai ap ke bat sahe hy aik acha and kamyab trader wahe hota hy jo k hamesha halat k sath apny strategies ko adjust karta rehta hy is liye hamen chaye k apnt ap ko market conditions k sath adjust karen and market sy update rahen
      • #4 Collapse

        Bilkul agar aik stretigy hamain market ki current condition per profit dy rehi hai tou jesy hi market apna trend change kerti hai tou agar ham same stretigy apply ker ky hi trade kerty rehty hain tou hamain bahot bara loss ho jata hai hamain apni stretigy bhi jesy hi market trend change hota hai usky hisab sy hi apply kerni chahiay
        • #5 Collapse

          Yes dear of course market condition ke sath sath trading strategies ko change karte rehna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye gay Jo ranging market hoti hai hi.
          Ranging market ke andar ke indicators or strategies used long range in market Mein oscillators used Hote Hain.
          Aur trending market main aapko support and resistance areas apply karne Honge.
          • #6 Collapse

            Hai Jo Kaam Kiya jata hai Hamesha 10 Yadav apni Mehar Punjabi kam Kiya Jata kaise kiya jata hai is ma Jo back in the day when you get home and we can go over it done with this place is that other one and I will have we heard anything back yet from your life and Pa to get a i
            • #7 Collapse

              g han dear ye to bahot hi zarori hay jab tak hamari strategy se hamy profit hota rehta hay hamy strategy change nahi karni chaye magar market kesi esy stage ya condition me be ajati hay jes ki waja se traders key ley apni strategy aur planing ko change karna be zarori ho jata hay.
              • #8 Collapse

                dear forex trader ap ki bat bilkul theek ha dear and forex market mn kam krna wala logon ko kuch na kuch changing bh krni chaya hn in na sa mn yhi mushvera dn ga ka ap log bajay strategy ko bar bar change krna ka ap log apni strategy aisi bna ln jo market condition ka sath work kr ska jaisa ka sari trend trading stategies aisi e hn jin ko use kr ka ap log market ko predict kr skta hn and support and resistance wali strategy bh ap ke hr market mn chila ge
                • #9 Collapse

                  jee han bilkul market condition kay sath apni strategies ko change kerna chahiye,is say market kay utaar charhao ka pata rehta hai aur dekhna chahiye kay koun kahan pay ziada trading ker raha hai.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mein aik hi strategy pe chal ker marketing kerna mushkil hai. Q k ager market ka trend ager change ho giya to ap loss mein ja sakty hain. Is bhai hamasha market k trend per nazer rakhien. Market jis taraf jati hai ap ko bhi apni strategy bhi change kerni chaye.
                    • #11 Collapse

                      apki baat theak hay humay chahiye keh market ko condition kay hesab say trading strategies ko bhi change karty rahy kyun keh agar hum khud ko upgrade karen gay to he humari trading bhi sath main upgrade hoti hay aur hum market main ziada safe reh kar trading kar paty hay esmain humay sabar say kam lena chahiye
                      • #12 Collapse

                        belkul theek khaa hai ap nay k markey condtions k sath saht hamain apni panning ko bee change kerna chahe jab hum es mien aa ker yeh na karian gay to hum es mien her bar fail ho sakty hien.
                        • #13 Collapse

                          g han bhai apki bat shai hai forex trading main strtgy change karny ki zarort tab he hoti hai jub so strtgy se hmain loss hony k chances hoty hain or jub hmain loss hota hai tu os time bhi hmain apni agli trade main strtgy change kar leni chahye or apki bat se agree karta hun k aik strtgy kuj he time main profot deti hai os k bad hmain change karni parhti hai
                          • #14 Collapse

                            yes bhai jaan hama sab daikh rahay hain k 2013 main markeet ka hisaab kuch aur tha aur agar aaj ham daikhain to wo long trends ab nai hain pehlay markeet kai hazaar pips ka trends lay kar chalti thi aur ab utni lambi move nai karti hay aur is hisaab say is k rools bhi change ho gay hain aur hamain bhi un k sath apnay old rools ko change kar laina chaye jis say hamaray knowledge main updating hogi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki condition ky sath trading stretigies ko bhi change ker lena chahiay

                              forex mai hamy market ky up down ko dahkty howe ache strategy bana ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain yai student or house wife's ky liye bohat ache job hain hum internet py babaypips py be learning hasial kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X