Forex main apnay aap ko guru nahi samjhna chiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main apnay aap ko guru nahi samjhna chiay
    Dear forex trading main hamain apnay aap ko guru nahi samjhna chiay.
    Kiun kay aksar hamain market main take profit limit aik ya doo hit ho jatay hain to ham apnay aap ko guru ya master samjhtay hain.
    Jis waja say ham over confident ho jatay hain.
    Or emotional mistakes kartay hain.
    Greed factor increase hota hai. Or high lot size wala mistakes hamara insta forex bonus account wash lar daita hai.
    Is liay hamain gharoor nahi karna chiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aapne Forex trading mein jo Apna point of view Diya Hai forex market me trading karte huye apne aap ko Guru nahi samajh Na Chahiye.
    Ye waqiay aap ne bot he achi bat ki hai. Kay jab hamain kuch na kuch profit hasil ho jata hai .
    To hamain over confidence ki waja say kafi mistakes ka samna karna parta hai. Jis waja sayhamain losses hotay hain
    • #3 Collapse

      G Hn Dosto forex trading ma hmain kbi b apny ap ko guru ni smjh chy hlakay agr hm aik Acha or bra profit hsal b krny lg jy hmain phr b aik simple trader ban k rhena chy jo or zyda mhenat kr k or knowledge hsal kry Tak hmary experience or knowledge ma azfa ho or hm aisy ban jy Jesy kbi loss ni hota
      • #4 Collapse

        Dear ftend ye bat bilkul theek hai k jab hmari aik b tread profit mai jati hai to hm apne ap ko bhot master samjhny lg jaty hai laken agar hm thori c mistake kar dy to hmari sari mehnat pani mai mil jati hai .aik choti si galti hmy loss ko tarf ly jati hai . Es liye hmy bhot soch samjh kar kam karna chaye .or khud ko kabi b perfect nai samjhna cahye.
        • #5 Collapse

          Brother aapne bilkul theek kaha hai jab hum apne apko guru samjha shuru kar dete hain matlab ke hum garoor mein aa jaate hain aur ho jate hain jiski wajah se hum is forex business jo kay already bahut zyada critical hay karna shuru kar dete hain kyunki hame apne upar bahut zyada hai yeh hamari galatfahmi hai hame hamesha kisi na kisi se sikhate rehna chahiye..
          THKS
          • #6 Collapse

            G bhai forex trading mein koi guro nai hai. Aik adh dafa ager Humein ager avha profit mil jata hai to is ka ye matlab nai hai k hum forex trading mein guro ban gai hain. Han ye hai k experience ka kafi aser hota hai. Experienced person jo hoty hai un ko loss kam hota hai.
            • #7 Collapse

              Brother main apki baat se agree kerta hon keon keh hamesha her cheez main improvement ki gunjaesh rehti hy. Aik famous qoute hy' when you think every thing is ok then you are going down' is liey over confident hony ki bajaey learning jari rakhni chaey takeh humari skill imprive hoti rhy.
              • #8 Collapse

                Dear ap sb ki bt tk ha ky hm sb ko kbi be guru ni bana chahey ky Jo insan apny ap ko guru khaha ha asal my wo ak kamyb insan ni ban pay or is km my hm jata be km krty ha to ous ka he profits miltha ha or is Leay hm sb ko is business ky rollz or is ky related he km krna chahey jb he hm ak achy trader bn sakty ha or sb ko chala ky wo ager acha trender bn jaty ha to forex trading my apny ak ko kbi guru Na smj
                • #9 Collapse

                  is business main tab trader 1 ya do trades main acha profit earn ker leta ha.to usko lagta ha kay ab wo trading kay business ko achi tarha say samaj gaya ha.or ab main jo bi trade karo ga.mari wo trade profit main hi jay gy.or isi over confidence ki waja say usko apni akser trades main loss ho jata ha.is liya jab bi ap trade karain buhat hi souch samaj ker apni trade ko open karain.cahay trade kay pas acha knowledge ho ya na ho.mager trading kay business main kabhi bi jald bazi kabhi nhi kerni cahiya..
                  • #10 Collapse

                    gee mery dost ma apki bat sy agree kron gaa ajkal forum py humen trading journal start krna chye aor overconfident ho ky trading nhi krni chye overconfidence apko mrva deta hai apko chye ky zeyada sy zeyada good knowledge aor experience gain kro trading strategies sekho market ka analysis learn kro phr agy brhty jao.
                    • #11 Collapse

                      han g ye baat bhi sahi kahi aaj kal bohat say loog aisay hay jin ko forex trading kay bary main thora bohat pata lag jata hay to wo apny aap ko bohat paye kay traders main shumar karty hay humay aisa nahi karna chahiye kyun keh forex trading aisi field hay keh esmain jitna bhi knowledge gain kar lain wo kam hota hay
                      • #12 Collapse

                        forex treding m kbi b apny ap ko treding ka guro na samjhen q k ye beznus boht hi wasee hy es m Kamyabi Etni asani sy nhi milti es liy forex treading m export bnny k liy experions r knoliged hasil Karen r confidons k sath treding Karen lekin over confidons ho k apny ap ko guro na samjhen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main apnay aap ko guru nahi samjhna chiay

                          forex mai hamy apny ap ko guru nahi samjna chahey yai aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn karty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex ke sub sy bare kobe yai hain ky hum is mai learning ky sat earning bne hasial kar sakty hain online ke dunya mai forex aik best business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main apnay aap ko guru nahi samjhna chiay

                            Mien tu yeh he kahta hoon k forex mien kio bee gutru na hai as mien hamain her bar aik acha trader ban ker kaam kerna ghota hai or jab mien as mien kaam kerta hoon tu mienas mien her bar try kerta hoon or jo insan as mien a aker try kert hien tu wo as mien earning hasil ker sakty hien.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main apnay aap ko guru nahi samjhna chiay

                              bilkul theek kaha hay ap na k apna aap ko udsat nai samajh na achay q ka udtas mannay k bad hum jo bhi trade karain ga who loss ki taraf ja sakti hay forex main her trade k liya pahlay markit ko study kerna bahot zaroori hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X