maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye
    dear forex trading members Assalamualaikum
    ma ap ko btana chahta hun ky agr ap ny trading ma profit he profit hasil krna hai to apka trades ka sl tp zarur set hona chye
    agr ap maximum lot size ka risk lety hain to apko tp aor sl short rakhna chye aor apka analysis perfect hona chye aor apko confirm trades leni chyen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
    dear forex trading members Assalamualaikum
    ma ap ko btana chahta hun ky agr ap ny trading ma profit he profit hasil krna hai to apka trades ka sl tp zarur set hona chye
    agr ap maximum lot size ka risk lety hain to apko tp aor sl short rakhna chye aor apka analysis perfect hona chye aor apko confirm trades leni chyen.
    Ye to zahiri si baat hai jab ham market men scallping kr rhe hote hain tab hamen apne take profit aur stoploss ko sgort hi rakhna parta hai q k agar ham trafitr k doran stoploss aur take profit ko barri lot k sath small nhi rakhen to ham loose ho jaen ge
    But main smajhta hoon k scalping aik bahot danjrous qisam ki trading hoti hai aur hamen market men scallping na lrna hi behtar hota hai
    • #3 Collapse

      Yes dear of course Agar Hum forex market mein.
      Maximum lot size use karte hain toh Hame Chahiye Hota Hai Ki maximum lot size and small account of balance ke upar juice current Humne scalping strategy is use karna chahiye.
      Kyunki aap ko pata hona chahiye ki market Mein scalping strategy Jab Hum use karte hain toh Hame Chahiye Hota Hai hi ki forex market Mein Hum Apne instaforex bonus account se acche tarike se hai income kar sakte remix rakie high volume of lot size trading Kisi perfects resistance area ke upar karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Dear ap nay right kaha hay maximum lot size py tp aor Sl short hona chahiye q k jab market ap ki trade k khilaf movement karti hay to ap ko bog loss ho sakta hay sl short na hony k waja sy is liye Sl aor tp ko aoni trades mein ehmiyat den ye ap ko big loss sy bacha lety hain hain
        • #5 Collapse

          Bhai ap ney bahut achi baat ki hy. Stop loss and take profit ki bahut importance hay aor khas ker jeb trade main lot size beri lagi ho. Ager lit size beri ho aor stop loss ki limit na ho ya ziada lagai ho to loss ki sorat main account wash bhi ho sakta hy.
          • #6 Collapse

            agar lot size ham zeyda raken gey to ye bahot hi best hay key take profit aur stop loss ka target kam se kam hi ham raken, kam take profit rak kar be maximum lot size key madad se hamy zeyda profit ho sakta hay aur target be bahot hi short time me hit ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              Dear frend forex mai kamyabi k liye zaruri hai k ap tp ki apni adat bna ly or aik achy treader ko hmasa money managment ka pata hona chaye kun k ap jitna kam lot size rakhy gy ap ka account itna zayada save rahy ga zayada k lalach mai ya risk k nam py hmy apne account ko khrab nai karna cahye .
              • #8 Collapse

                Dear aap sab ke baad bilkul theek hai Hum isme lot size or stoploss kaka's Dhyan Rakhe Kyunki Agar Hum aisa nahi karte toh Tamara bahut Sa nuksan ho sakta hai aur agar aap market kitret ke hisab se kaam karte hain toh aap ka Kabhi Bhi loss nahi hoga ISI Liye Ye Hame business ko market ke hisab se dekh kar hi stop loss Lagana chahiye Taki Hum Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye

                  agar hum lot size ziada rakh kar trading karen gay to es trha humari trading achi nahi ho sakti es liye humay chahiye keh kam lot size ko use karty huway he trading karen tab he humari trading achi hosakti hay aur market main tab he safe earning kar sakty hay kam esmain lot size theak say manage kar kay trading karen gay esmain mehant karni chahiye humay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye

                    forex mai hamy apny experience ky mutabik lot lagane chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye

                      expensive ,ap nay right kaha hay maximum lot size py tp aor Sl quick hona chahiye q k jab market aapki change okay khilafat, movement karti hay to ap ko lavatory loss ho sakta hay sl brief na hony k waja sy is liye Sl or tp ko ,aoni trades mein ahmiyat, den ye aapko, large loss sy bacha lety hain hain
                      • #12 Collapse

                        Re: maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye

                        forex mai agar hum maximum lot lagana chatey hain to hamy take profit ko use karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: maximum lot size ho to tp sl short rakhna chye

                          dear wsy to hmy apne capital or experience k according lot sizes select krna chahiye hai itna hi risk lena chahiye hai jitna hmarra account bardasht kr saky agr hm biglots apply krty hain to us k liye behter hai k hm pehly proper analysis kren or confirmation k bad hi risk ko km krty huay stoploss or take ptofit sett kren ta k account wash na ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X