Trades ko Kabhi Hedge nai karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades ko Kabhi Hedge nai karen
    Asslalmualikum Forum Members!

    Me ap se aik Important bat share karna chahti hun k Ap kabhi b apne Trades ko Hedge na kijye ga. Q k Hedge Loss ki hi aik shakal hai.Jab ap hedge kar daity hain or market aik side pr boht door nikal jati hai to apka aik order loss,dosra profit day raha hota hai.Agr ap Profit wala order close b kar dain or market apke Against chali jaey to apka loss barhta hai jaey ga or Account Wash ho jaey ga.
    Hedge ko Break karna b aik Fun hai. Bohot ehtiyat se torna parta hai.Magr behtar hai ap Stop loss and Take profit tool set kar k hi kam karn. Thora loss Account k wash hony se behtar hai...
    Apne raye zaror dijye ga....Thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: alforex31 پيغام ديکھيے
    Asslalmualikum Forum Members!

    Me ap se aik Important bat share karna chahti hun k Ap kabhi b apne Trades ko Hedge na kijye ga. Q k Hedge Loss ki hi aik shakal hai.Jab ap hedge kar daity hain or market aik side pr boht door nikal jati hai to apka aik order loss,dosra profit day raha hota hai.Agr ap Profit wala order close b kar dain or market apke Against chali jaey to apka loss barhta hai jaey ga or Account Wash ho jaey ga.
    Hedge ko Break karna b aik Fun hai. Bohot ehtiyat se torna parta hai.Magr behtar hai ap Stop loss and Take profit tool set kar k hi kam karn. Thora loss Account k wash hony se behtar hai...
    Apne raye zaror dijye ga....Thank you
    Well dear aapki baat darust hai main aap se fully agree krta hoon main smajhta hoon k hedging bilkul hi galat kaam hai
    Hedging se kafi baar loss ho jata hai hedging ham uss time hi kr rhe hote hain jab koi trade hamari lossen ja rhi hoti hai lekin iss hedging ki waja se hamara mazeed loss ho jata hai so hamen hedging k bajaye analysis k sath trend men trading krni chahiye
    • #3 Collapse

      Dear friends, hedge ko loss ko recover karnay k leay use keya jata hay but es ko use karnay k leay market samjhna bahut zaruri hota hay aur sirf seniors hi usay use kar apna loss recover letay hain aur profit bhi earn kar letay hain but juniors hedge use kar k aur zayada loss kar jatay hain so un ko chaheay kah hedging use hi na karain.
      • #4 Collapse

        Hero ki baat bilkul theek hai hame Forex trading Main Apni trade score has nahi karna chahiye lekin ji so gaye Hamari lot size.
        Maximum lucky hoti hai aur Hamara account Hamari favour mein nahi aa raha Hota aur Hamara account loss Mein Chala Jata Hai Aur market support resistance area breaker deti hai to Surat Mein Hame safety precaution having Ki Surat Mein karna chahiye opposite side pe Ek lote Lagani chahiye jisse Hamara account be safe Rahega aur Hamara be increased Hota rahega.
        • #5 Collapse

          traders ko ager market ke sahi understanding no ho aur trading experience na ho tu phir hedging karna traders k liye bohot khatarnaak ho sakti hai . Aur new traders ko hedging ko zaroor avoid karna chaiye .
          Lakin expericed traders iss ko proper way may use kar Kay extra earning b kar sakty hain aur suna hai k kafi baray institutes market Mai hedging he karty hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: alforex31 پيغام ديکھيے
            Asslalmualikum Forum Members!

            Me ap se aik Important bat share karna chahti hun k Ap kabhi b apne Trades ko Hedge na kijye ga. Q k Hedge Loss ki hi aik shakal hai.Jab ap hedge kar daity hain or market aik side pr boht door nikal jati hai to apka aik order loss,dosra profit day raha hota hai.Agr ap Profit wala order close b kar dain or market apke Against chali jaey to apka loss barhta hai jaey ga or Account Wash ho jaey ga.
            Hedge ko Break karna b aik Fun hai. Bohot ehtiyat se torna parta hai.Magr behtar hai ap Stop loss and Take profit tool set kar k hi kam karn. Thora loss Account k wash hony se behtar hai...
            Apne raye zaror dijye ga....Thank you
            Mai apki baat say bilkul agree hun k hedge loss ki tarha hota hai jab same time mai 2 trades open ke jae ik buy mai aor dosra sell mai tu eska apko koi faida nahe hoga albata ap apne aap ko pansaa doge so hedge karne say behtar hai k ap trade he na lo ao wait kare right time ki
            • #7 Collapse

              app nay bohat hhe achi post ki hai hedge aik tra say ap k acount ka dushman hai kyon mera aik lakh ka account tha real investment wala ju main nay hedg kar k loss krwa lia aur ab main forum par kam kar raha houn aur kuch loss recover kar raha houn es leay hedge k chaker main nahe parna chheay.
              • #8 Collapse

                Ap ne bilkul thek kaha.hum mein se aksr log jin ka balnce km hota he.or wo trade bhi zyda lot ki laga dete hain.or phr jb dekhte hain ke trade loss mein ja rhi he.phr hedging kr dete hain.hedging mein hmesha expert log kamyab hote hain.or jin ki nzren hmesha market pe hoti hain.
                • #9 Collapse

                  G janab forex mai ap ka expeirnece axha ho tu ap ko koi bhi loss nai ho sakta hy forex mai ap ki yay chexy count karti hy ju ap ko loss ky risk kki taraf ly jati hy so hamy aysi chexoo sy bach kar aik benifit wali trade karni chahyay or axha earning fect rkhna chahyay.
                  • #10 Collapse

                    bhai trading main har tarder ki koshish to yahi honi chaiya kay wo jo bi trade karay usko wo trade profit hi day ker jay.mager forex trading main kab kiya ho jay koyi nahi janta.ager apnay trade ki hay or us main loss hona start ho gaya hay.to 1 limit tak loss ko dakahay.us kay baad apni trade main Hedge ker dain.is say kamaz kam apka account wash nahi hoga.or jb apko lagay kay market main trend change ho raha hay.to apni profit wali trade ko close karain.or loss wali trade ko balance honay ka wait karain.ager apki loss wali trade balance na bi ho.tab bi apni loss wali trade main jab apko loss kam ho jay.or trader ko lagay kay market us kay haq main or nahi jay gy.tabhi us ko apni loss wali trade ko close kerna dena bahter hoga..
                    • #11 Collapse

                      Walaikum salaam dear apki baat teek hay aksar traders aisa kertay han kay jab unko trade ma loss hu raha huta hay tu wo os loss ko hedging kerkay lock ker detay hay aor wo samjhtay han kay is tarha hum apna loss recover ker lain gay lain hedging say loss recover kerna bhot hi mushkil kaam hay aor ye kaam her aik kay bas ki baat nhi hay dosri baat ye hay kay hedging ma loss to lock hu jata hay laiken swap tu rozana ka parr raha huta hay tu wo bhi aik loss hi hay is liye mera mashwara tu yehi hay kay hedging kabhi bhi na karay.
                      • #12 Collapse

                        dear ap thek keh rahe ho boht se log account ko save karne k liye ose hedge tu kar dete hain lekin os ko kholne ka masla hota hai q k baz dafa hedge hone k bad market wain aage peeche move karti hai aur hedge ap ka open nhn ho pata es liye ap ko aysa nhn karna bal k ap ko seekh k aur smjh k osi mai kam karna ho ga aur tab he ap acha faida hiasl kar skte ho...
                        • #13 Collapse

                          Re: Trades ko Kabhi Hedge nai karen

                          forex aik online business hain hum is mai kam karny sy hamy bonus be milta hain forex aik international business hain yai east mai unique business ban cuka hain yai students ky liye bohat ache job hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trades ko Kabhi Hedge nai karen

                            forex mai hamara capital jitna acha ho ga hamara profit be utna he acha ho ga hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trades ko Kabhi Hedge nai karen

                              Bilkul sahi kaha apne hedge karna bht galat ha aur isse trading ka mindset hi kharab hojata ha sara appko andaza hi naii hota k appko kab konsi wali trade ko band karna ha aur konsi trade ko open rakhna ha shayd news me ap aisa karsakta ho lekin usme bhi ye dekhna k kab news ka affect khatam hogaya ha aur usko band karna ha ye andaza lagana kafi mushkil hojata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X