investment k pese kisi se udhar lena kesa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    investment k pese kisi se udhar lena kesa
    forex trading sab buisness me zyada profit de sakta hai is ka ulat ye b hai zyada nuqsan b de skta hai ye buisness learn karne k baad b boht hi zyada practice karni parti hai is k baad b forex me har waqt risk rehta hai to koi b kisi se forex me investment udhar pe na le udhar wapis karne k lye hame tension hoga jis ki waja se ham ho sakta hai trade jald baazi me le le or loss hi loss karte rahe
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai is baat ma tu koi shak nhi hay kay forex trading bhot hi acha business hay aor profit bhi acha khasa deta hay laiken ager knowledge aor experience hasil kiye bagair is ma investment ki jay tu pher loss bhi acha khasa kara deta hay is lia mere kheyal ma tu bilkul bhi udhaar lay invest nhi kerna chayi balkay professional trader ko bhi aisa nhi kerna chayi kiun kay ye tension ma izafay ka sabab banta hay aor loss bhi kerwa deta hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mwaleed786 پيغام ديکھيے
      forex trading sab buisness me zyada profit de sakta hai is ka ulat ye b hai zyada nuqsan b de skta hai ye buisness learn karne k baad b boht hi zyada practice karni parti hai is k baad b forex me har waqt risk rehta hai to koi b kisi se forex me investment udhar pe na le udhar wapis karne k lye hame tension hoga jis ki waja se ham ho sakta hai trade jald baazi me le le or loss hi loss karte rahe
      Dear jahan takera khayl hai to hamen kabhi bhi kissi se udhar le kr trading nhi krni chahiye q k forex bahot mishkmu buisness hai forex se ham itni aasani se earnings nhi le sakte hain
      Forex men hamen profit k sath sath loss bhi milta hai isliye hamen un paison se trading krni chahiye jinke loss hone pe hamen koi tension na banne
      • #4 Collapse

        Dear ap nay 100% sahi kaha hay k forex trading bahut zyada risky business hay is mein choti si ghalti ki waja sy big loss go sakta hay investment agar khud kar sakty hain to well laikin udhar ly kar investement nai karni chahiye is sy to agar loss ho jaye to tension sy nikolna b mahal ho jata hay loss ki sorat mein double investment recover karni parti hay aek wo jo ap nay loss kiya hay aor dosra jo ap nay jis sy ly k investment ki hay.
        • #5 Collapse

          Re: investment k pese kisi se udhar lena kesa

          forex mai agar hamara knowledge or experience bohat acha hain lakin hamary pass paisa nahi hain to hamy bank sy loan ly kar investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy lakin agar hum forex mai new hain to loan nahi karna chahey q ky agar hamy loss ho jy to paisa wapis karna zaya ho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: investment k pese kisi se udhar lena kesa

            Assalam-u-alaikum bhai!
            Mjhe nahi lgta k kisi say paisay udhar le Kr investment krna behtar sabit hota hoga q k him nahi jante hume trade main loss hoga ya profit hoga in case agar hume us trade trade main loss ho jay his main humne paisay udhar mangay hon to hume bht mushkil bhi dar paish as skti Hain udhar wapis krne main behtar ye hi hot hai k him apne hi oaison say trade Kren
            Shukriya
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: investment k pese kisi se udhar lena kesa

              jee dosto forex main agar ap ksi say paisay udhaar lay kay invest krty hain and trading krty hain to ap yeh bohat bri galti krty hain aisa kabhi bhi na krain ho skta hai kay wo paisay ap loss kr dain kiyun kay forex loss kay sath sath risky bhi hai mere apko yeh mashwra hai ap pehle ek demo account bnayn us pay khoob practice krain and experience laain jab apko yakeen ho jaye kay ap es kabil hain kay real account pay trading kr skty hain to ap ziyada nahi chota sa micro account bna lain us pay khoob mehnat krain and us ko oper lay jain and earn krain.

              اب آن لائن

              Working...
              X