stop loss k faiday kya hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: stop loss k faiday kya hai..

    dost aapane bahut hi informative thread share ki hai jaisa ki aapane kaha stop-loss ke kya fayde Hain to dost stop-loss ke bahut jyada fayde Hain agar Ham stop-loss use karte hain to iska sabse important benefit hi hai ki hamara account was hone se baat jata hai agar aapke pass $300 ka account hai aur aap use per aur SL use kar rahe hain to iska matlab hai aap risk management aur money management ke sath apne trading kar rahe hain aur aap ko kisi ki some ka koi loss nahin hoga aur agar hoga bhi sahi to Kam hoga aap agar aap stop plastic use nahin karte to iske bagair to aapko bahut bada nuksan ho sakta hai aur aapka kaun bhi wash ho sakta hai to dost main aapko yahi advise karunga ki stop plus aur last bhi use Karen yah aapke acche profit ke liye important hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: stop loss k faiday kya hai..

      Assalamu alaikum dear friends ji han bilkul apne sahi kaha hai ki stop-loss ke bahut hi jyada fayde hote hain aur hamen stop-loss use karna chahie jiski vajah se Ham acche trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: stop loss k faiday kya hai..

        Stop loss ke kya fayde Hain good night Forex members stop-loss ke birthday fire the trader Hasil kar sakta hai agar aap print trading ke dauran Koi kam karne ke liye Apne laptop ko apne mobile ko chhodkar jana Chahte Hain To aap apni trade per stop-loss Laga sakte hain ya nahin stop-loss ka maksad kiya kya aap ek time in Laga sakte hain Kyon is time main aapko loss jitna bhi hai vahan per Aakar ruk Jayega aapki trading band ho jayegi Is Tarah aap account wash hone se bacha lete hain trade karte waqt aapko stop-loss ka intekhab istemal Jarur karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: stop loss k faiday kya hai..

          Forex main post stop karne ka fayda ya hota hai. Agr market main ap ko loss ho Raha Hy to jab ap os point per ponchty Hy forex AP ki trading rok Dita Hy . Jisy sy AP ko maxed loss nhi hota Hy ap ka bonus Bach jata Hy . Or agr AP ko market main faida bhi otna hota Hy . As asy bhi kgay sakty Hy agr AP ko frex6 main loss. Bhi Kam hota Hy to faida bhi Kam hota Hy .as liye trading karty howy Dil Bata karna chaiye.agr loss bhi ho to ap bordast Kar saky .forex main faida bhi Hy noksan bhi hota hy
          • #20 Collapse

            Re: stop loss k faiday kya hai..

            stop-loss ko use karne ke bahut sare fayde Hain inmein se sabse bada fayda to yah hai ki iske liye har waqt hamen trade ko dekhna nahin padta stop class ke bare mein baat karne se pahle hamen pata hona chahie ki stop-loss hai Kya asal mein stop plastic limit hai jo ki Ham koi bhi trade open karte waqt set kar dete Hain ki agar hamen is limit Tak lo so jao aur markets limited munh karti hai to iske bad hamara stop-loss hit ho jaaye aur hamari trade automatically close ho jata ke hamen jyada lost Na Ho aur hamara account mehfooz Rahe isliye stop dost ko istemal karna bahut hi jyada jaruri hai kyunki isase hamara account mahfuj rahata hai iske alava aap ko har waqt trade ko dekhne ki jarurat nahin padati stop-loss taur per support resistance ke mutabik lagate Hain aap agar aap 1 by trade open kar rahe hain to aap iske liye Star plus ki support se thoda sa niche set karte hain lekin agar aapane ek sal ki train open ki hai to iske liye aapka stop-loss riston se thoda sa upar hota hai is tarah agar market support resistance kyon todti hai aur mein market bahut jyada volatile hoti hai to is Surat mein stop-loss aapke account ko mukammal taur per Khali hone se bacha hota hai hone se bacha tha hai
            • #21 Collapse

              Re: stop loss k faiday kya hai..

              Stop loss sy ap apna nuqsan km sy km kr skty hn, bhtr ye hay k jb zeada nuqsan hota nazar ay to stop loss lga ln tak ap apna nuqsan km kr sken.
              • #22 Collapse

                Re: stop loss k faiday kya hai..

                Dear friends member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge stop loss ke bahut hi jyada hote hain 1 2 to hamara ras kam hota hai aur dusra hamara account was hone se Bach jata hai isliye hamesha jab bhi trading karen to stop Star plus kar liya Karen tan ke ham Apne a bahut jyada nuksan se baj sake aur apne account ko bhi sev Rakh sake agar hamara account save hoga to ham next time trading Karke apna loss recover Karke Achcha profit bhi hassil kar sakenge.
                Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                • #23 Collapse

                  Re: stop loss k faiday kya hai..

                  J Star Plus ke fayde aur nuksan beehive pad Aaya Hai Kya Kam bade nuksan se baat sakte hain aur nuksan ja ke hum ko dubara recovery karne ka sochana padta hai tabhi Ham Aage profit hasal kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: stop loss k faiday kya hai..

                    Asalam alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge ji han bilkul aap ne sahi kaha hai ki Forex me trading me stop loss boht bari ahmyat rakhta hai stop loss ki waja se ham market me zyada zinda reh sakte hai stop loss ki madad se jo trade hamari against jaati hai stop loss ki waja se ham jald hi market se bahir hojate hai jtne b baray trader hai professional hai wo zyada tawaja stop loss pe dete hai wo waheen par hi stop loss lagate hai jahan par trend change hone k zyada chance hai thanks members
                    • #25 Collapse

                      Re: stop loss k faiday kya hai..

                      Mere Pyare bhai stop loss ke fayde yah hai ki agar aap trading Mein entry lene ke bad Kuchh der ke liye Apne kam mein masroof ho Jaate Hain jisse aap per acche tarike se Najar Nahin Rakh Patte to Star Plus Aapke Kaun ko sev Rakhta hai aap was hone se Bacha Tha hai Kyunki Agar Khuda Naha star aapki entry last Mein Chale Jaati Hai to stop last Tak kar sakte se to automatically close Ho Jaati Hai jisse Aapka account safe jata hai
                      • #26 Collapse

                        Re: stop loss k faiday kya hai..

                        Aslam o alekum dosto trading main jb trade lgaty hain to whan par agar ham buy ya sell karty hain to mari trade start ho jati hay hmain chahy ky ham apni trade main sl ky point laga dein .agar market ki movement badalti hy to st ko tuch hony par trade automatically close ho jay gi aur mazeed loss nahin hoga .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: stop loss k faiday kya hai..

                          Stop loss say hamara account ko safe dakhnay may madad hasal hotii hay stoploss say hamay account ko safe rakhna parhta hay is liya agar hum stoploss lagtay hay to hamay apnay ko bachanay may madad hasal hotii rahataii hay is liya mahnat may hii azmat hay hamay mahnat kartay rahan chahiya takay agar hamay agay barhana ha to mahnat zaroo hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X