stop loss k faiday kya hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss k faiday kya hai..
    dear forex trading me stop loss boht bari ahmyat rakhta hai stop loss ki waja se ham market me zyada zinda reh sakte hai stop loss ki madad se jo trade hamari against jaati hai stop loss ki waja se ham jald hi market se bahir hojate hai jtne b baray trader hai professional hai wo zyada tawaja stop loss pe dete hai wo waheen par hi stop loss lagate hai jahan par trend change hone k zyada chance hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear stop loss ka sab say bara faida ye hay kay forex trading aik bhot hi risky business hay aor her waqat loss ka khatra rehta hay aor jab hum analysis kay baad trade open kertay hay tu os waqat jo stop loss lagatay han oska fiada ye huta hay kay ager hamaray analysis ghalat hu jatay hayn aor market opposite move kerti hay tu hamay loss kam say kam huta hay aor agr stop loss na laga hu tu hamara account bhi wash hu sakta hay is lia stop loss bhot hi zarori hay.
     
    • #3 Collapse

      stoploss k bht sy faidy hain jab hum koi trade lgaty hain to hamari trade auto close ho jati hy. jab b trading karen or jitna profit lena ho us tarteeb sy stop loss ka option use krna chaie.
      • #4 Collapse

        g jnb apki bat sy agree krta hn aur ye kahun ga k stop loss trading k lye 1 safety tool hy jo hmary bonus ko bilkul wash hony sy bchata hy. Is ka use hmary trade ko safe rkhta hy is k lye hmy is ko 1 khaas limit me use krna chahye. Agr hm ye smjty hn k market wps move kry gi tu phr hmy ye use ni krna chahye.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          Dosto forex trading ma stop ki ahmiyat bht zyda hy stop loss ko lgany sy ap ko kfi faida ho skta hy or ap ko hr trade ma esy zroor use krna chy for example ap khe busy hoty ho or ap market k sath attach ni hoty to jb ap ko loss ho ga to zyda ni ga jha pr ap ny stop loss lgaya ho ga market wha ja kr khud close ho jy gi
          • #6 Collapse

            Dear friends, stop loss k faida yah hay kah es say ap account wash nai hota....q kah jab ap stop loss laga kar trade open kartay ho to kuch loss k bad ap ki trade automatic close ho jati hay jis say ap ko mazed loss nai hota aur ap ka account wash honay bach jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: stop loss k faiday kya hai..

              stop loss ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy is ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or agar hum is ky bager tradign kary gy to hamy loss ho jy ga or hamre mahnet zaya ho jy ge lakin is mai market ka koi qasur nahi hota or hamy ache learning ky liye demo account mai 2 ganty ky liye practice karne chahey
              • #8 Collapse

                Re: stop loss k faiday kya hai..

                Stoploss bht important hota hai hmari trading ma agr hm esy use krty hain to hmara account safe rehta hai or hmy loss bhi km se km hota hai specially jb hm biglots apply krty hain tou hmy stoploss lazmi sett krna chahiye hai because tb hmara account wash hony k chances zayada hoty hain or hmara bonus bht qeemti hota hai esy esy hi waste na kren
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss k faiday kya hai..

                  agr dekha jaye forex me stop loss ko to ye humri loss ko kam se kam rekhne me hurmi help karta hye as bussines ka ye acha way hye js se hum zayada loss se apne ap ko bacha sakte han agr dekha jye jo big trader ho ga wo apne har ek trade pr apna stop loss zaror lagata hye jo new hota hye wo ye samjta hye ke as me atana loss nahi ho ga jab os ka all account as me wish ho jata hye to phr he os ko samj aa jte hye ke as stop loss ka kia fayda hye as lye hum agr phle se as stop loss pr amal karan ge to hum ko kabi be apana account wish hota hova nahi nazar aye ga
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss k faiday kya hai..

                    salam stop loss k bohat faidy hein ager hm stop loss lagaty hein to is sy hamy ager profit ho to wo zaida hoti hai aur ager loss hoto wo km hota hai is k baraks hm stop loss nahi lagain gy to hamy ager loss ho ga to wo bohat zaida ho ga forex aik resky business hai is my bohat hi ikhteyaat sy chalna parta hai lihaza soch samaj kr
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss k faiday kya hai..

                      Dear stop loss order aik bhot hi zabardast order hay kiun kay forex trading aik intehai mushkil aor risky business hay jis ma zara si ghalti bhi account wash ker deti hay tu stop loss hi wo order hay jo humara account wash hunay say bachata hay kiun kay jab hum trading kertay han aor ager market hamaray against chali jati hay tu stop loss kam loss ma humau bacha leta hay is liye stop loss ka use zaror kiya karay.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss k faiday kya hai..

                        forex mai stop loss hamara safegurd hain hamy is ko use kar ky trading karne chahey pher he hum forex sy ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy kabne be stop loss ky bager trading nahi karne chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss k faiday kya hai..

                          forex mai stop loss ke bohta ameyat hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar aky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dy gy to hamy loss ho jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss k faiday kya hai..

                            Forex business mein stop loss ki buht ziada ehmiyeet hoti hai hum ko apni trade jo bhi open kartay han stop loss ko laga kar trading Karni cahaiye stop loss ko laga kar trading kartay han tu is buht ziada loss se bach saktay han aur stop loss se account wash nahin hota forex business mein agr trade open kartay han tu kise waqt market ka analysis Achy nahin hotay tu trade loss mein jati hai aur stop loss nahin hota tu account wash ho jata hai aur agr stop loss laga kar trading kartay han tu trade us point par close ho jati hai js par stop loss hota hai

                            Stop loss ko laga kar trading kartay han tu hum buht ziada loss se bach saktay han aur is loss ko recover kar kay profit earn kar saktay han kiok account Wash hone se ye behtaar hota hai kay Kam loss ho aur stop loss se loss ko kam kar saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss k faiday kya hai..

                              Agar aapane market Mein nuksan ko rokana hai to aap rok sakte hain isliye I aap depend karta hai ki aap kaise trading kar rahe ho Raj Kaisi trading kar rahe hain aur acchi Ghar Hai Ya Buri kar rahe hain isliye aapko depend karta hai aap Achcha kam Karen aur Achcha kam karne ke liye aapko planning ke sath kam karna hoga aur strategies banani hai jo kya aapke liye bahut Jaruri agar aapane aisa Kiya To aap Achcha kam kar lenge aur acchi kamyabi Aasan kar lenge aur Achcha kam kar lenge isliye Paisa kar sakte hain aur planning ke sath kam Karen aur shirt jeans Banane chahie jo ki aap ke liye acchi Soch De Dungi aur kisi bhi Kasam Ki aap ko koi Pareshan hi nahin Hogi aur aap hi Kamyab Businessman Ban Jaenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X