I loss my capital Twice!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    I loss my capital Twice!
    New use k liye apni pahle investment loss karna aam baat hoti hai main bhi apni investment meri apni strategy ki wajha se do martaba loss kar chuka hon laikin main ne apni umeed kabhi nahin chori is se acha sabaq hasil kia hai aur phir main is se aik achi strategy tak paoncha hon ab main mahsoosh kar raha hon k nakamai success ki bunyad hai kia ap ne khabi apni initial investment loss ki hai aur kitni baar
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han dear start py jb ap k pass trading ka acha knowledge aor experience ni hota tu aksar trader k account wash ho jaty hain mery apna account 4dafa wash ho chuka hai lakin as ki vjha big lot size aor ziada trading order lagny ki vjha sy hoy hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
      New use k liye apni pahle investment loss karna aam baat hoti hai main bhi apni investment meri apni strategy ki wajha se do martaba loss kar chuka hon laikin main ne apni umeed kabhi nahin chori is se acha sabaq hasil kia hai aur phir main is se aik achi strategy tak paoncha hon ab main mahsoosh kar raha hon k nakamai success ki bunyad hai kia ap ne khabi apni initial investment loss ki hai aur kitni baar
      Well dear aap ne bahot h8 achi suggestions di hain hamen apni umeed hargiz nhi chorni chahiye
      Trading men loss bhi sath sath chalta hi hai isliye hamen loss hone pe penic nhi hona chahiye
      Agar hamen loss bhi ho jata hai to hamen mazeed mehnat krni chahiye aur koshish krni chahiye k ham acha experience gain kren aur kamyab ho saken
      • #4 Collapse

        hamen umeed ka daman waqai kasbhi bhi nahin chorna chaiye aur yeh aik aisa business he keh jab hamenm is busines mein loss hota hey to hum apne hi loss se is business ko achi trha se learn kartey hein aur phir ahista ahista hum is mein kamiyab ho jatey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          sir forex mein eh aik rule hai k ap jab bee forex mien aty hien to ap ko es mienaa ker learning kerni hoti hai or jab ap ki learning comlete ho jati hai to ap ki earning start ho jati hai es lye hamain forex mien aa ker khob mehnat kerni chhaye,ager hum es mien khud sy he analysis kerty hien to yeh achai bat hai mager jab hamary pass experience ni hota hai or pher bee hum es mien aa ker trade open kerty hien to hamain es mien aa ker loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: I loss my capital Twice!

            forex mai agar hum bager learning ky high capital invest kar dy gy to hamy loss ho jy ga or hamara sara paisa zaya ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe investment karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: I loss my capital Twice!

              Boss aisa to ho jata h k jab ham forex mien kaam karty hien tu hamain as mien ye karna hota h k ham as mien jaab zayada greed karty hien tu amara account wash ho jata h as lyee hamary seniors hamain ye he sabaq dety hien k ham ko greed na karna chhaye agar ham greed karty hien to greed hamain her hal mien loss he dilwata h aur kio b traders apna loss na kerna chahy ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X