Margin aur free margin main kia farq hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin aur free margin main kia farq hota hai
    Ham jab koi bhi trade open ker lety hai tou balance ky sath two margins show hoty hain aik sirf margin hota hai aur aik free margin tou dono main kafi zyada difference hota hai so yeh alag alag kyun hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    margin hota hai jo hamara apna hota hai free margin hota hai jo hamin broker provide karta hai in dono mein main difference yahi hai free margin bhar jata hai jab hamare leverage increase ho jaye start mein 1 ratio 50 ki leverage hoti thi ab ye hum apni marzi se define kar sakte hum jitni marzi leverage..
    THKS
    • #3 Collapse

      Margin apki her open ki jany wali trade per yeh hota hai ky apka balance Kitna remaining hai jo equity ky taqreeban braber hota hai lekin free margin woh hota hai ky apko new trade open kerny ky liay kitni access hai ky ap free margin zero hony per koi bhi trade open nehi ker sakty ya apka account wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Dear margin wo hota hai hamra apna bonus ka remaining margin hota hai aor free margin jo broker ki tarf sy hamen margin dia jata hai aor free margin tab ziada ho jata hai jb hamra leverage bahrta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Margin aur free margin main kia farq hota hai

          forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge mai azafa hota hain

          اب آن لائن

          Working...
          X