Khud etamadi victory kay liye lazmi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud etamadi victory kay liye lazmi hay
    Members jab tak hamin khud pe etamad nai ho ga to aisa business nai ho sakta is liye hamin forex se mutaliq knowledge hasil karna chahiye jab hamary pass knowledge ho ga to hamri sari parshaniyan the end ho jain gi aur hamri kamyabi ka safar start ho jaye ga hamin chahiye kay ham mehnat karin aur experience gain karin aur market analysis khud karin us kay baad forex main kamyabi hi kamyabi hay..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap trade open kerty huey confidance loose ker jaty hain tou hamesha ap mistake kerty hain ya phir agar ap trading main confidance nehi rakhty tou ap kisi bhi pair main trade open kerny ka risk hi nehi lety jab tak ap with confidance trading ka risk nehi lain gy ap market sy earning nehi ker sakty
    • #3 Collapse

      Forex trading aesa field hai jis main ap khud etamadi ky baghair tou enter bhi nehi ho sakty earning tou door ki bat hai agar apko khud etamadi nehi hai tou ap investment kerty huey darty rehain gy ky aesa na ho investment zaya ho jaey agar apny investment ker bhi di tou ap trade open kerny ky liay bhi darty hi rehain gy
      • #4 Collapse

        forex trading business mein confidence zaroori hy aur khud par etamad k liye mehnat zaroori hy agr hum Mehnat kartay han tu forex mein learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur agr learning knewledge aur experience acha ho ga tu hum forex trading business mein kkhud par etamad kar k trading kar saktay han
        • #5 Collapse

          Yes bro ap ki bat bilkul sahe hai k forex market mn k amyabi hasil krny k liay self confidence bahut zaruri hai ager hamry andar trading k doran self confidence ni hoga tu ham kbi bhe trading mn k amyabi hasil ni kr sukty as liay zaruri k apny andar khudatmadi paida kren
          • #6 Collapse

            Self confidence forex business main bohat important hai agar ap achi achievement chahty hain to us kay liye ap ko pehly khud par itmad karna hoga yani ap trading main jo bhi step lain gay jo bhi decision lain gay us par ap ko mutafiq rehna parta hai ye ap ki trading kay liye zarori hai lekin agr ap ko khud par itmad he nae hoga to ap kabi achi trading nahi kar pao gay kiyun kay ap apny faisly par confuse hogy aur loss kar do gay.
            • #7 Collapse

              g han dear forex mein agar ap acha work krna chahtyw hein to ap k pass kafi acha knowledge experience hona bohat he zarori ha then ap is mein bohat he achi earning kr sakty hein or khud aytamadi ap k liye bohat he zarori ha is liye ap agar is mein ap din raat work kreen to thek sy ap is mein unlimited earning hasil kr sakty hein or is meine ap life change work kr sakty hein is liye selfcponfidence forex ,business mein important ewhoga fha agar ap achi trha sy achievement chahty hein to us k liye ap khud itmadi k sath rabta kreen then ap is mein life time earning kr sakty hein
              • #8 Collapse

                confidence ka hona bhut zarori ha es mien aa ker jab hum over confidence ho jaty hein to haman es mien aa ker loss ho jaata hai es lye jo bee traders zyada cofidence kerty hien wo es mien zayada sy zayada loss kerty hien es lye haamin e mien aa ker mehnat kerni ho gi,ager hum yeh kerty he to hamain yaqeen hona chahe k hum es mien aa ker earning ker sakty hien.
                • #9 Collapse

                  G hn dosot forex trading ma aisy bht sy trader hy jin ko khud py etamad ni hy khud py etamad na hony ki wja knowledge ki kami hy kiun k jin trader k ps forex trading k bry ma knowledge or experience ni hota hy un trader ko khud py brosa ni hota hy un ko lgta hota hy agr trade lgai to hmain loss hota lkin jin trader ko khud py brosa hota hy ye whi log hy jo trading ma victory bnaty hy or ye hmesha kmayb hoty hy es ly un trader ko b experience or knowledge hsal krna ho ga jin k ps khud etamdi bilkul ni hy
                  • #10 Collapse

                    Self confidence is assential fo any success. Kisi field mein khud atimadi bahut zaroori cheez hai. Forex trading forum mein jab tak ap mein khud atimadi nai ho gi ap koi bhi trade lagaty hoye derty rahein ge. Aur koi bhi karobar dar k sath nai hota.is liye nider ho ker trading kerien.
                    • #11 Collapse

                      Jab ham pur etmad hoty hain to ham 50 % wo us kam main successful ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Bilkul apne theek hi kaha hai.Bhai ye aik boht risky business hai is me hm sirf or sirf good knowledge,experience,courage and confidence k sath hi successful ho sakty hain.Or dear hmen jb khud pr aitmad ho ga to hm koi b order aitmad k sath lga sekne gy or loss ko b control ye manage kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud etamadi victory kay liye lazmi hay

                          forex mai kam karny ky liye hamy kud py itmad be hona chahey or hamy ache leaning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex mai lalch or emotions hamara sub sy bara dusman hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Khud etamadi victory kay liye lazmi hay

                            asl me khud pr he zaya jo log bharosa krte han wo log kamyab hote han as le hum ko apna forex learning start rakhana chahye as se hum ko acha knowladge melta hye as se hum acha earn krte han jab hum acha earn krna start kr dete han to hum ko apne oper zayda bharosa hona start ho jata hye as leye zayda se zayda hum ko sekhna ho ga forex ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Khud etamadi victory kay liye lazmi hay

                              Beshak khud aitmadi kamyabi ki zmanat h or khud aitmadi k bghr koi skhs b kamyab ni ho skta q k agr ak shaks bht kch b jnta ho pr uc khusd pr aitmad na ho tu wo zindgi m kbi kuch hasil nhi kar sky ga, pr sath hi ak bat ko hmsha zehn main rkhen k hadd c badhi hui khud aitmadi b insan ko ly dobti h, khud aitmad rhen pr aqal or hosh ka sath bhi kbhi na choren ta k khud aitmadi hmesha apko faida dy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X