Loss hony ki main wja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hony ki main wja

    Loss honay ki main waja trader ko trading ka pata na hona hay. ager trader ko trading ka pata hay lakin wo achay analysis nahi ker raha hota to wo kabi bhi profit wali trading nahi ker sakay ga. is liye trader ko trading ka knolwege hasil kernay kay bad hi trading start kerni chahye ta kay wo apnay trading experience ko profitable bana sakay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hony ki main wja

      Forex trading business mein loss hone ki buht si waajoohaat han jn se loss hota hy learning knewledge aur experience ka kam hona greed karna aur jald bazi see trading karna planning k baghair trading karna agr hum in sab se bach kar trading karain gay tu loss se bach saktay han aur profit earn kar saktay han
      • #18 Collapse

        Re: Loss hony ki main wja

        running karne ke liye different help Le Lena chahiye Jo market Mein Aaye ek kaam kar rahe Hote Hain Moments Mall ke tarike sabse Karte Hain To koi aur nahi milega time to say Jai aur kaam karte hain Karte Hain
        • #19 Collapse

          Re: Loss hony ki main wja

          Brother jo 2 wajiohat ap na btayi ha loss k 2 main yahi wajohat ha our es ko hum sirf our sirf take profut wala option use kar k hatam kar sakty ha agar hum take profit walabtool use nahi karengy to per laluch sa bachna mushkil hi nahi na mumkin ha so use take profit and take profit thanks
          • #20 Collapse

            Re: Loss hony ki main wja

            Loss hona ki bhot ai waja hain jis mai no 1 without analysis 2 greed 3 uducation about trading 4 trade without Demo practice ye wo wajuhaat hain jin ki waja say loss hota hai hamy chahiya k ham in tamam chizoo par control hasil karin
            • #21 Collapse

              Re: Loss hony ki main wja

              Forex trading business main loss ki bari wajha over confidence hy ap ko trade kar waqat sabar say kaam layna chahiye jaldbazi ap ka bara nuksan karwa dayti hy is liye soch samajh kar kaam kayn
              • #22 Collapse

                Re: Loss hony ki main wja

                forex ki trading mainlose ki wajha 2no he han osirf greed krna ya experince ki kami ni bhalky 2no he wajha han jin sa ap ko trading main lose hota ha agar ap forex ka trading main lose ko rukna chaty han tu experince hasil kren or greed sa door rahen
                • #23 Collapse

                  Re: Loss hony ki main wja

                  Forex trading business mein loss hone ki sab se bari waja tu learning knewledge aur experience ka kam hona hi hy lakin is k elwa bhi buht si waja han js se loss ho jata hy greed se bhi loss hota hy jald bazi se trading karne se bhi loss ho sakta hy aur emotional ho kar trading karne se bhi loss ho sakta hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss hony ki main wja

                    G friends AP SB k comments me NY read kye or agree bi karta hu AP SB ko mery khyal sy bi forex trading me agr koi loss karta ha to is ki Main waja us ka experience or knowledge ki kami ho sakti ha jb AP fourm ko time ni do gy to automatically AP BHT khuch ni seekh sako gy jis k natejy me AP achi thread ni lga pao gy or AP ko loss he ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss hony ki main wja

                      main waja loss hny ki knowledge ki kami orjald bazi ha... jo log start main he ameer hna chahty hain unky liye ferox suitable nai ha.. lalch insan ko bht loss krwa daita ha...
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss hony ki main wja

                        Aslam o alum dear forex member and forex friends, mera khayal sa loss hona ki main weja ya ha ka log trade kerta hoa apna mind ma zyda profit ka laluch rakhta ha . zyada profit ka loa wo apni trade close nahi kerta o un ko loss ho jata ha . or dosri weja ya ha ka logo ka pass forex ko use kerna ki information bohat kam hoti ha . log forex ko game samjh ka trade kerta ha .
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss hony ki main wja

                          Dear forex trading mein loss hony ki boht si reasons hein jin mein aik tu aapki greed hai aur phr over trading se bhi loss hota hai aur kam experience bhi main waja hai agr in chezon pe control kia jaye aur pori mehnat se learning ki jaye tu phr mery khayal mein aap loss se boht had tak bach sakty hein.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss hony ki main wja

                            Assalam o alaikum dear hamare loss kii jo main reason h wo lack of knowledge and experience hn is mn b koi shak nii hm greed k chakkar mn b bht ziada loss krty hn hm log sochty hn k hm rato rat ameer bn jae isi greed k chakkar mn hm apna loss kr dety hn

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X