Gold ka flat pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka flat pattern
    Aksar mein nay dekha hai kay videos mein mein ya websites mein log zikar kartay hain kay gold kay lye aap flat pattern ko follow karain
    Mujhay aisa kuch samajh nahin aya hai aaj tak iss lye mein aap sae yeh poochna chahta hoon kay mujhay guide karain kay yeh flat pattern kya hai gold kay lye yeh kya koi strategy hai ya phir koi aur cheez hai jis sae humain faida ho sakta hai gold ki trading mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother candle stick pattern agar aap nay select kya hua hai tou gold mein her honay wali movement ka koi na koi pattern ban raha hota hai aur kisi aik taraf movement ki indication bhi dae raha hota hai iss lye aap ko agar candle stick pattern ka complete knowledge ho tou trading mein aasaani hoti hai
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main gold market ka takreebn flat pattern hai.
      Aap ko pata hona chiay kay market main jab ham trading kartay hain to hamain apnay Annaylis perfect rakhni chiay.
      Or secondly gold ka ranging behavior hai.
      Hamain chiay kay ham trading tab karain jab koi breakout ho jay..
      • #4 Collapse

        Dear brother jab kuch din se market musalsal ek side pe move kar rahi hoti hai taqreeban ek mahina to uske baad is ko kehte hain ki ye flat pattern move kar rahi hai flat pattern pattern main trading zara dangerous ho sakti hai kyun trend change hote hue pata nahi chalta ke kis news ya kis time pe trend change ho jaye..
        THKS
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Gold ka flat pattern

          forex mai gold aik strong currency hain is ka flat pattren ahmeyat ka hamil hain hamy is ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jt ga

          اب آن لائن

          Working...
          X