Forex trading main SL ki ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main SL ki ahmiyat
    Friends main aj apko stop loss ki importance k hawala se bataon ga stop loss apke account ko wash hone se bachata hai agar hum stop loss ka use nahin karte hain aur apka trade against chala jae to ye apke liye harmful sabit ho sakta hai q k kuch currency aik side pe chal parti hain aur tab rukti hain jab apka account wash ho jata hai so ap stop loss ka istemal kar k achi strategy bana sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aapne bilkul theek kaha hai SL use kar ke hum bahut sa apna balance bacha sakte hain hamesha mature traders sl to use karti hai kiun kay ye pata nahi hota ki market agar ek side pe gai toh Kitna Jayegi Agar Hum trade buy Mein Lagaye aur market sell Main Chali Jaye to Hame loss k Siva Kuch nahi hoga isliye SL bahut zaroori cheez hai..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear apki baat bilkul teek hay stop loss ki bhot hi zeyada aihmiyat hay kiun kay aksar aoqaat aisa huta ha kay hum mukammal analysis kay baad trade open kertay hay laiken pher bhi market hamaray mukhalif move kerna shoro ker deti hay aor humay loss hu jata hay laiken ager hum stop loss ka istemaal karay ghy tu pher humay ye mazeed loss hunay say bacha lets hay aor hamara account wash hunay say bach jata hay is lia stop loss ka istemaal zaror kerna chayi.
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading stop loss ki kafi zada importance hai aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading karain to.
        Hamain chiay kay ham apnay Annaylisis achay rakhain or trading account main hamain hamesha ssay stop loss or take profit limit lagana chiay kiun kay aap ko pata hona chiay kay.
        Forex trading main hamain patience ka Muzahira karna chiay.
        Or hamain chiay kay stop loss Fibbonaci retracement level 61.8 8 below 100 level hota hai Jiska Naam hota hai level 76 level 76 CE se thoda sa bolo stop-loss Lena chahiye.
        • #5 Collapse

          g bilkul sai kaha me ap ki bat se itfaaq rakhta hn apne sai kaha stop loss most important hai agar stop loss nh lagaen gai to hamara account wash ho sakta hai ek acha trader jo hai us ko take profit se zyada stop loss par dyaan hota hai wo hamesha support or resistance pe trade lete hai taa k un ka stop loss perfect or chota hojae hame b is tarah se hamari trading ki strategy bana ni chahye
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha sl mean in forex loss in limit if we use them then we get loss in limit laken ager hum sl nhi lagata ha to per hum ko loss ak limit ma nhi hota ha es leya i think sl is the most important for every trade ager hum es ko sahee taraa lagaya to per waran hum ko loss bohat zeyada hoga ager hum sl nhi lagata ha...........
            • #7 Collapse

              Dear friends, stop loss forex trading ki bahut hi important tool hay....agar ap stop loss set kar k trade open karain gay to ap ka account kabhi bhi wash nai hoga...agar ap history ko check karain to account sirf un logo ka hi wash hota hay jo trading main stop loss ko use nai kartay.
              • #8 Collapse

                forex mai order lgany k bad jiss ki sab say ziada importance hoti hai wo stop loss he hai kyon k aj tak koi bhe professioanl tarder isko use kar kar he success hoa hai iski bohyut ziada emhtiat hai kun k ye app k loss ki recovery ki bohut sari option daita hai magar jab app ka account he wash hojay tu app recovery k leay kia kar sakyin gay is leay iss ko hamesa use karin phir he app successful trader ban sakin gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of SL in forex trading

                  forex mai sl ke bohat ameyat hain jhamy isy use kar ky kam karna chaey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto k opura kar saky gy hamy daiily demo account mai practice karne cahey or stop loss or take profit ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main SL ki ahmiyat

                    forex mai sl ka matalb stop loss hain hamy isy use kar ky trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy stop loss hamara safegurde hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main SL ki ahmiyat

                      forex main stop loss ki bohat ehmiyat hain hamy forex main kamyabi or profit hasil karny ky liye unhy use kar ky kam karna chey hamy is main apni galtio ko avoid kar ky kam karna chey yai aik international business hain yai students or house wife ky liye bohat hi achi job hain ham is apni marzi sy time table bana kar be kam kar sakty hain yai online ki dunya main king hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main SL ki ahmiyat

                        bhai jan is ki to simpal bat he jese ke ham tp lgate hen aor utna lgate hen jitna ke ham ko markeet ka andaza hota he aor sl ki ihmyat ye he ke ham jitna loss affot kar sakte hen utna hi set karte hen us se ziyada ka lalach nhe karte nhe to hmara account bhi wash sakta he sl se murad yehi he bhai jan....
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main SL ki ahmiyat

                          Forex trading main stop loss ko short term main SL kaha jata hay. stop loss ki forex trading main ahmiat ka andaza is bat say ho jata kay kay trader ki trading aur account ka daro madar trader kay lagaye gay stop loss per hi hota. ager stop loss use na kia jaye to aik trade hi market main kafi ho gi jo poray account ko loss ker dey. aur ager stop loss use kia jaye to us say trade ka risk locked ho jata hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main SL ki ahmiyat

                            forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain hamy isy istamal kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai students or house wife's or poor mans ky liye bohat ache job hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X