Trading mein sabar ka na hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein sabar ka na hona
    Dear members mera aap sae sawal hai kay mein nay bahut koshish ki hai kay mein sabar kay sath apni kisi bhi trade ki TP hit honay doon lakin mein sabar nahin kar sakta aur mujhay dar hota hai kay kahin iss trade mein loss na ho jaye tou mein uss trade ko thoray sae profit mein close kar deta hoon kya aap kay sath bhi yeh experiance raha hai ya ab bhi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jo expert trader hotay hain woh jaldi nahin kartay woh pahele market ka analysis kartay hain uss kay baad agar unn ko koi point nazar ata hai kay ab yahan trading ki jaye tou uss ka faida hota hai iss lye koshish ki jaye kay experiance kay sath trade ki jaye tou uss sae profit zayada hota hai iss lye aap zayada sae zayada knowledge hasil karain
    • #3 Collapse

      dear ap ko forex me dar hai to is ka matlab hai ap abi fully train nh hai ap ko abi or forex ko time dena hai zyada practice ki zarorta hai ap k pas knowledge etni ho jo ap ne tp lagae ho wo sab se best ho us se best kuch ho hi na ap ko confidence ho market ko mere analysis k mutabiq yahan tak aana hi parega is lye ap apne skills ko zyada bhare ap ko mazeed mehnat ki zarorta hai
      • #4 Collapse

        Bhi ap NY theak kha AGR ha trading k Duran saber nahi krty or jaldbazi krty he to phir hame loss he hota ha Jo senior trader he WO kabi b jadbazi nahi kart or kabyab ho jaty he
        • #5 Collapse

          Trading ma sab se zaida zaroori chez hi sabar ha agar ham ma sabar nahi ha tu ham kabhi be trading nhi kar saky gy and har bar loss hi karay gy is liye patience ka hona bohat zaida zaroori ha trading and good learning be zaroori ha
          • #6 Collapse

            G Hn Dosto forex trading ma aisy bht sy trader hy jo es ma sbr sy kam ni ly paty hy wo kbi na kbi galti ki wja sy sbr ni krty hy jis ki wja sy wo bd ma pachtaty hy Dosto hmain trade ko lgany sy phely achi trha sbr kr k analysis krna chy or trade ko khtm krny k ly b Acha sbr kr k phr he close krna chy
            • #7 Collapse

              Trading mein sabar krna boht zaruri hota hai. Ku k trading krny k bad fori earning nai ati. Us mein kuch time darkar hota hai. Mgr kuch logon mein sabar nai hota or unhen jaldi ameer hone ki pari hoti hai jis ki wja se wo apna nuqsan kr bethty hain.
              • #8 Collapse

                G friend ap bilkul thk kah rahy han k hamasha sabr karna chaya Allah ko sbar karny wala bohat pasand G bilkul humy hamesha sabr say kam karna Chaya forex trading ma sabr say hi kam karna Chaya agr sabr say kam ni kary gay toh hamesha pichy rah jay gay
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil kanri ha to per hum ko sabar sa kaam lana hoge laken ager hum sabar sa kaam nhi lata ha to per hum apna loss ko apni taraf sa dawat da rahaa ga now it depend on you ka hum na sabar sa kaam lana ha ya nhi ...................
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ahi earning hasil karni ha ot per hm ko chaheya ka hum trade ma sabar sa kaam lana start karda laken ager hum sabar sa kaam nhi lta ha to per hum ko achi earning nhi hoge es leya hum ko chaheya ka hum sabar ssa kam lana start karda to best rahaa ga................
                    • #11 Collapse

                      dear members yeh aik acha sawal hai kay forex trading mein sabr?mery khayal mein forex trading mein sabar ka hona boht zrori hai agar aap sabar say kam nai leingy tu aap is mein kam nai ker skeingy jo senior traders hein wo is kay liye best example hein kion kay wo is kam say boht arsay se connect hoty hein.
                      • #12 Collapse

                        jo traders trading k doran sabar na kerty hien mien to kaho ga k wo trading kerna he chor dian q k jab ap es mien aa ker trade ope kerty hien to ap ko es ko close kerni ki jaldi ni kerni chaye ager hum jald bazi karian gy to hamain es mien profit ki bajaye loss ka mo dakhna par sakta hai es lye sabar he best cheez hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein sabar ka na hona

                          trade main hum jab kam karty hain to is main humain sabr say kam karna ho ga kun kay sabr say kam karty hain to trade karna humary liye asan ho sakta hay is main lack of patience say jo log kam karty hain to trade main loss hii karty hain kun kay market main trade main profit kuch time lyta hay phir hi close hoti hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X