Swing trading ki maaloomaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing trading ki maaloomaat
    Aksar mein nay forum ki posts read ki hain kay swing trading ya swing trader kay lye D1 ka time frame chart best hota hai
    Mein yeh janana chahta hoon kay yeh swing trading kis qisam ki trading hoti hai aur swing traxer kis qisam ki strategy istemal kartay hain aur mere knowledge mein yeh baat nahin hai iss lye mein chahta hoon kay aap log mujhay iss kay baray mein brief karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear swing trading woh trading hoti hai jo aap long term mein kartay hain aur short term mein aap nahin dekhtay kay kya ho raha hai aur swing trader ki strategy yeh hoti hai kay woh simple trend ko follow karta hai aur jab tak uss ka target achieve nahin hota woh trade open rakhta hai aur swing trading mein loss kay chances kam hotay hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Aksar mein nay forum ki posts read ki hain kay swing trading ya swing trader kay lye D1 ka time frame chart best hota hai
      Mein yeh janana chahta hoon kay yeh swing trading kis qisam ki trading hoti hai aur swing traxer kis qisam ki strategy istemal kartay hain aur mere knowledge mein yeh baat nahin hai iss lye mein chahta hoon kay aap log mujhay iss kay baray mein brief karain
      Dear mere kahayal men to swing trading bahot hi best hoti hai main khud swing trading krta hoon
      Swing trading hamare liye bahot hi behtar hoti hai agar ham long tradiing kren to uss k liye hamare pass balance ka ziada hona bahot zaruri hai aur ahar ham short term krte hain to wo trading hamare loye dangerous hoti hai so hamen swing trading krna behtar hoti hai
      • #4 Collapse

        swing trading us time ki trading ko Kehte Hai Jab news ka time hota hai aur Market bahut zyada fast movement kar rahi hoti hai isliye Ham ne Aksar senior traders kehte hain Ke Jab swing market ho us time order place karne mein mohtat Rehna chahiye Kyunki Agar kuch galat ho gaya to loss bahut zyada ho sakta hai..
        THKS
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Swing trading ka baray ma mujay koi knowledge nhi ha and na hi manay kabhi is par focus kia ha and i hope in future mujay is chez ko learn karny ka moqa mily and ham sab achy and professional level ka trader ban sakay

          اب آن لائن

          Working...
          X