G han dear yeh baat to bilkul thek kahi hai k forex trading mai kaam dollars sy trading karna bohat hi ziada mushkil hota hai q k humain aik trade k baad agar koi dosri trade lagani par jae to humain money short hony k waja sy mushkil ka smna karna parta hai but is ka aik slution hai trade volume small hona chahye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим