Little learning is a degerous thing.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji ye bht dangerus hee iss ko hme seriously lena chaye qk hmm jbb tkk kisi kamm ko samjhen gee ni kese iss me kamyabi hasil krr sakte hnn iss lea hme apni learning ko zada karna he
      • #183 Collapse

        g bhai mein apki baat samjh gaya hon ap bilkul theek keh rahy hain forex trading k leye hamein es k bary mein poori maaloomaat honi chaheye tab hi hum trading kar sakty hain wrna hamein eska nuqsaan uthana pary ga
        • #184 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: maleedsctn پيغام ديکھيے
          dear it is a fact that if we can not learn a thing in a proper way then we can not give any guideline about that thing to any one and also can not take any advantage from that thing.in this case if we learn froex business in a short way then we can not make money from it in long term...
          learning agar kam hoge tu risk zaiyda hoga our trading humra liya degerous hoge agar hum ko acha earn karna hai tu hum ko learning karna maian hardly time spend karna zarori hai.tab hi earning hoge.
          • #185 Collapse

            forex main little learning ka koi faida na milta ha is main bht learning krna prti ha jab is main apna kam acha krain gy to hi apni learning ko bhtr kr kay earning ki ja skti ha aor forex main success hasil ki ja skti ha
            • #186 Collapse

              my dear main ic bat say agree krata hon kay forex trading business main agr ap nay learning ko zada say zada na kiya to ap improve nehe kr skty. or forex trading business main ap ko loss honay kay chance hain. or thori learning ap kay liya dengerous ha. so i am agree...................
              • #187 Collapse

                han little learning krna sahih na hota ha is main kam krna ha to is main apni learning ko bhtr kr kay kam start krna hota ha jo trader baghar kisi learning k kam start krta ha woh kabhi apni sucess na pata ha to learning krna lazm hota ha
                • #188 Collapse

                  gee dear i am agree with u little little learning is really very dangrous humen completly sekhna chahya phr trading start krni chahya or agr bgaar sekha ek doo bar profit ho b gea hy to humen ek baat dehaan ma rakhni chahya k hmesha hmari qismat hmara sath ni daa ge
                  • #189 Collapse

                    forex pr agr ap thori sy malomat or km learning km sekh kr hi trading start kro gy to ap k ley nuksanda hai q k forex ko itna zyada asan b nahi smjna chahey yaha pr to jitni zyada learning kro gy forex k bary main utna hi zyad kmao gy.
                    • #190 Collapse

                      forex is a good sit to earn money as side ka boht sa fida ha ham sa ka zaria sa boht kuch kamata ha is may trading kar ka boht fida hota ha is may ham apna dollar invest kata han or pher salling or buy kar ka apna lea boht kuch earn kar lata ha very very good site forex
                       
                      • #191 Collapse

                        jihan ji bht se log asa bhi krty hain k trade krty hain aur aik 2 dafa profit milta hi hai to ye smjh kety hain k hm bht hi bary trader ban gy hian laikin asa nhi hota aur confident ho k trade lga dety hain full margin pe to us se bht loss hony ka khatra ban jata hai
                         
                        • #192 Collapse

                          i think the little learning in forex trading is risky too and it will not make you avoid the risky in the trading forex increase your learning day by day to make the correct trading in forex market , and you should do keep learning in the trading forex too
                          • #193 Collapse

                            ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
                            he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
                            thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
                            • #194 Collapse

                              par paksitan mai nahe hai foreign countries mai allow hai agar ap ka koe waha rehta hai tu us k name se accountopen karwa k card issue ho sakta hai aur melay ga be usi dost ko jis ka address ho ga tu ap us ki details use kar lo agar ap ka bhai hai tu pher account use kar lo ya usay kaam sekha do pher us mai withdraw karwao aur usi country mai withdraw karwa kar pesay pakistan mai lay ao...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                nai to jo b kama lo behter hai and acha hai may to kehti hu kay bai low earning behter hai bohot ziada loss say to loss is the very nuqsaan day think in forex so earn low

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X