Importance of education in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of education in forex
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis main education ke koi condition nea hai agr ap well educated han tu ya ap ko forex main fiada deta hai kiun ka ap forex ko acha sa seekh jata han education ho tu ya hamain bahut fiada deti hai laikin forex main us ke koi limit nea hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai ap ki bat bilkul sahe hai k forex k liay achi education zaruri hai q k ager ap k pass education ni hoge tu ap ko forex k baray mn seekhna bahut mushkil hai forex k chart ko read krny aor anaylsis k liay education zaruri hai.
    • #3 Collapse

      Waliakum sallaam bhai apki baat bhi teek hay laiken mera kheyaal hay kay forex trading jesa acha business aor profit wala business jis ma serf aor serf mehnat aor sakht mehnat wala banda hi kamyab hu sakta hay tu is kay lia education na bhi hu tu bhi koi faraq nhi parta albata trading kay mutalliq jitna zeyada knowledge aor experience hasil huga otna hi zeyada profit bhi kama sakay ga is lia mehnat per zor dena chayi aor trading knowledge ko seekhna chayi forex trading ma kamyabi asi ma hay.
      • #4 Collapse

        Education life ke sari fields Mai bohot he ziada madad gar sabit Hoti hai . Iss trah say forex traders b jitne ziada educated ho gaay in ko forex trading ke learning aur phir baad Mai trading Mai b itne he asani rahy ge . Education trading k har marhlay per traders ke madad ghar sabit Hoti hai
        • #5 Collapse

          Forex ke education i think bhut zarori hy bena education ky ye business bhut he ziada risky hy jeski waja say 90% log fail hotay hy aur wo hamesha apna account may sara balance loss kar detay hy to trading say faida hasel karny ky liye hamay forex trading ke education bhut zarori hy.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa lot of earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of knowledge lana start karda to per hamara leya best rahaa ga es leya hum ko chaheya ka hum ko chaheya ka hum lot of knowledge lana start karda to best rahaa ga...........
            • #7 Collapse

              G han brother sahi kaha hay ap nay forex main education ki koi pabandi nai hay but aisa nai hay kah parha likha aur un parh ek jesi trading kar sakain....jo educated person hota hay us analysis ki ability un parh say zayada hota hay esleay educated person ki kamyabi chances zayada hotay hain.
              • #8 Collapse

                Dear frend jis tarha education life k har shoby mai bhot faida deti hai esi tarha hmy education forex treading mai b bhot zaruri hai waisy to forex mai education ki koi limit nai hai laken agar ap ki education achi ho gi to ap or behtar tareqy sy seek sakty hai.
                • #9 Collapse

                  G education tu har kaam mein zaroori hy education se hi hum kise kaam ko samjh saktay han aur forex mein bhi education zaroori hy lakin is k liye educated hona zaroori nhi hy kam education se bhi hum forex trading business ko kar saktay han kiok education ho gi tu hi hum forex trading business ko samjh saktay han lakin forex mein kam education se bhi kaam kar saktay han kiok forex trading business ko karne k liye mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hy mehnat karkar k kam education se bhi trading kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    forex trading mien education ka bhut aham role hota hai es mien aa ker ager ap k pass acha knowledge or experience ho ga to hum es mien earning ker ly gy or ager hamary pass education ki kami hai to hum es mien market ko theek sy na samjh saky gy or earnign k chances bee kam hoin gy es lye es forum per wo he log zayada earning kerty hien jo zayada educated hien or jin k pass trading k bary mien acha knowledge or experience hai.
                    • #11 Collapse

                      Bhi bikul theak hame es fourm me hamary liye education buhat zarori ha education sy he ham es fourm ko easily samaj sakty he agr hamary pass es k bary me education na ho to hame forex ko samjna muskil ho jay ga es liye education is very important
                      • #12 Collapse

                        Bilkul ap thek keh rhy ha kio ka forex ma education ka high hona ya low hona matter nhi karta ha is ma sirf ap ka pas forex ki knowledge hona bohat zaida zaroori ha agar ap ka pas knowledge ha tu tu forex ap kar sakty ha asani ka sath
                        • #13 Collapse

                          g bhai ap ne bilkul thek kaha hai forex me kahi bhi ap k lye education limit nhi di gai ap jetny marzi educated hon forex me kam karny k lye ap ko experience ki zarort hoti hai or forex se related knowledge ki zarort hoti hai jo hasil karny k lye ap k pas itne skills or education hon k ap ye asani se sekh sekhein
                          • #14 Collapse

                            g han bhai forex main education ki koi limit nahi aik acha trador banny k liye apk pass forex ka knowledge hona zarori hai ap parhy likhy nahi bhi hain tu mattr nahi karta hai forexmain aghr koi chez zarori hai tu wo best trading hai jis k liye apki apni marzi hti hai k ap osko kis traha sikhty hain or karyy hain q k yah ap ny khud karni hoti hai aghr ap parhy likhy hain bhi ya k nahi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Importance of education in forex

                              forex trading main humay apni education ko improve kar kay he trading karni chahiye kyun keh agar hum esmain knowledge aur practice say kam karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur tab he market main safe earning bhi kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye esi main he faida hota hay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X