Crude oil ke prices drop kion ho rahi hain ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil ke prices drop kion ho rahi hain ??
    Jo forum members crude oil ke market Mai trading karty hain woh janty hon gaay ke Brent crude oil aur WTI ke market Dono Mai prices aik month Mai kafi ziada drop ho rahi hai . Wti crude oil ke price tu almost aik month Mai 75 usd say 61 usd per aa gyie hai .

    App Kay khayal Mai iss price drop ke kiya wajohat hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein crude oil ki prices isliye down ho rahi hai kyun ke crude oil ka jo contract Hai daily oil supply cut wala.
    Woh December mein khatam ho jayega Jiski wajah se market Mein oil supply in hone ki wajah se oil market balance ho sakti hai.
    • #3 Collapse

      forex trading main jub hmain oil main trading akrni hoti hai es main market ki jo moving hoti hai wo kafi fast hoti hai or es ki fast moving ki wjah yah hoti hai k yah daily base par change hony wala pair hai or es ki price main akmi any ki yahi wjah ho skti hai k es ki deamnd main kami ho gai ho gi or ab es ki supply kam hoti ho gi es liye price itni nechy pohanch gai hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil ke prices drop kion ho rahi hain ??

        forex mai crude oil ke price drop ho rahe hain lakin hain lakin hamy is kam karny ka risk nahi lena chahey a ky hamy loss ho jy ga forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain

        اب آن لائن

        Working...
        X