Important indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important indicators
    Hi friends I know k trade m apny Anylsis aur experience boht lazmi a lekan help k liey boht se indicators majood hain to ap k khyal m kon se indicators ehsy hain Jin ko Humy lazmi seekhna chiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading mien indicators ko bhut zayada importance hasil hai or in waja sy hum earning kerty hien jin logo ko yani jin traders ko indicators ka pata chal jata hai k yeh kis atarh use hoty hien or kis atarh sy prediction kerna haii to hum es mien aa ker earning hasil ker sakty hien or apny lye achy halat peda ker sakty hien es lye hamain indicators ko bee read kerna ho ga or mehnat ker un sy earning k lye chances barahny hion gy.
    • #3 Collapse

      Brother forex mian sabse mashhur indicator candle indicator hai sabse pehle to hamin candle indicators ka knowledge hasil karna chahiye aur uske baad moving average indicator hai jo sabse zyada popular hai in dono ko agar saath mila kar forex market ka analysis kare toh hame hamesha achha signal milega aur hame fayda hoga..
      THKS
      • #4 Collapse

        Ap ki bt to tk ha pr mujy atna ni Pta tha q ky ma new ho is trader my or ma ni janti the ky asa krny sy be bonus milta ha or ma is questions my or be knowledge hasil krna chaheti ho taky ma or be information hasil kr sako
        • #5 Collapse

          Dear aap ko pata hona chahiye forex market Mein different type of indicators Hote Hain.
          Hame Pata hona chahiye forex market me trading Karte Hain Tum Hame Apne analysis Ke Rakhna chahiye Pata hona chahiye ki jagah forex market me trading Karte Hain To indicator ke upar aapko trading kab Karni chahiye Jab market car ranging behaviour home aapko indicators and oscillators Kafi acha profit Denge
          • #6 Collapse

            forex trading main jub hum apni trading main indicators ko use karty hain ti hmain sub he indicators k bary main knowledge hona zarori hai q k jub tak hum kisi bhi indicators k bary main information nahi rakhty hain tab tak hum un ko achi trah sue bhi nahi kar skty hain forex main sub se best or important indictaors oscillators hain or es k ilwa or bhi boht se hain jo hmain acha profot dety hain
            • #7 Collapse

              Mt4 application main bohat sy indicaters mojood hain.ap un ko use kr sakty hain. Un main important yeh hain. Moving average, yeh 2 types k hoty hain sma aoe ema dono basic hain aor bohat ziada use. RSI bhi bohat use hota hy is k ilawa bolinger band hy jo range market main scalping k lye use hota Fibonacci I to bohat hi strong cheez hy. Is k ilawa aor bhi bohat sy hain ap mt4 sy laga sakty hain
              • #8 Collapse

                my dear friends indicator ki wajah sy him logo ko acha profit hota ha is leya him logo ko indicator ko istmal krna chaya jis ka bhot fida hota ha
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Important indicators

                  forex mai indictors ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Important indicators

                    G han kisi trade ky liye sab se best aik trader ky apny analysis hoty hain.
                    Lakin khud se analyse kerny ky liye bhi akser kuch indicators ki madad lani perti hai. Is liye indicators ko bhi nazer andaz nahi kiya ja sakta. In ki madad se hum kafi kuch market ko samajh sakty hain. Is liye bhai indicators ko bhi seekhna zaroori hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Important indicators

                      Forex market main boht say indicators istamaal hotay hian jesay kay moving averages ko boht say log aur khas ker new trader istamaal kertay hain isi trah say febonacci ko boht say log like kertay hain. aur sab say zayada istamal honay wala indicator Relative strength indicaor hota hay jo kay moving averages kay sath mila ker istamaal kia jata hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X