Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.
    Agar humara capital kam ho ga tou kya hum long term trading kar saktay hain jahan tak mera experiance hai small capital kay account sae short term trading hi ho sakti hai
    Last edited by ; 17-11-2018, 03:21 PM. وجہ: The title is edited from English into Urdu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh aap ki trading strategyaur lot size per depend karta hai agar aap lot size kam rakhain tou mumkin hai kay aap long term trading ker lo waisay long term healthy account pae zayada faida deti hai aap ko account wash honay ka khatra nahin hota bhai waisay aap sub apna apna knowledge share karain
    • #3 Collapse

      brother small Captial se kbi b long term trading ka risk ni Lena chiey q k is se Ap ka account wash b o skta a agr Ap ka balance km a to short term streagty ko apnana chiey aur thora sa b profit mil jay to le kr side pr o Jana chiey aur slowly slowly Apny Captial ko grow kary aur Jb Ap ka balance reasonable o jay to us k bad phir Ap long trade ko enjoy kary
      • #4 Collapse

        hamain yeh apan rule bana lena chahye k ager hum n forex mien aa ker earning kerni hai to hamain es mie aa ker jab hamary pass capital kam ho to hamain es mien capitak k kam hony ki waja sy long term trade lagani ho gi or es tarah hamara account washout bee na ho ga or hum thosri thosri es mien earnng bee kerty jy gy jis sy hamara cyrcle chalta rahy ga.
        • #5 Collapse

          g han ham long term trading kar sakte hai chahe hamara ktna b capital ho long term trading k lye experience experties hona llazmi hai hame pata hona chahye hameri trading ka jo b ham trade le rahe hai is k ktne had tak chance hai mazeed jaane k to ye sab kuch tab hi possible ho sakta hai jab ap ne learning achi ki huwi hogi tab hi ap achi earning longterm trading with small capital se kar sakte hai
          • #6 Collapse

            ji haan aap ka knowledge bilkul theek hai small capital se long term trading karna sabse bari bewakufi hai jis se hame bachna chahiye aur hame hamesha zyada capital mian bhi choti lot ke sath kaam karna chahiye taki hame ziada nuksan na ho kyun ke hum yeh kaam nuksaan ke liye nahi balki profit ke liye karte hain..
            THKS
            • #7 Collapse

              Dear ap sb ki bt to tk ha ky hm sb ko chaheya ky jaha hm zada posting ko long my Na krty ky Hamry post snd be Na ho or at ni ho ky Na wo zada long ho or ma he zada small wo is ley ky hm sb ko normal he bt krni chahey ky hmari post ko sb learn kr ky business my knowledge hasil kr aaky
              • #8 Collapse

                Nahi friends, small capital say long term trading nai ki ja sakti q kah long term trading main trade kuch wakt k leay loss main bhi jati hay aur tab profit main anay k leay zayada capital ki zarurat hoti hay q kah small capital wala account to trade k profit main anay say pehlay wash ho jaay ga...esleay small account say short term trading karni chaheay.
                • #9 Collapse

                  forex main trading capital k hisab se he ki jati hai jitna capital hota hai osi term main he trading ki jati hai or aghr humary pass capital chota hai tu hum es main short term trading kar skty hain or apni trading main lot bhi bari set nahi kar skty hain es k liye lot bhi choti lkagi jay gi ahr hum zeda ka margin kam capital main rakhty hain tu hmain loss hota hai es liye capital k according trading karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

                    forex mai hamara capital jitna acha ho ga hamara profit bve utna hee acha ho ga forex mai hum trading be kar sakty hain or hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

                      agar hamara capital small hain to hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum live trading be kar sakty hain hum is ke market mai buy or sell be kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

                        G hain bhai jan apko is mein agra kam capital hain to apko is mein zada trade open nahi karna chahye apko is mein zada se zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahe tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

                          Chotay ya capital ay small account say zayda der tak trading kerna aur market main rehna boht bari kamyabi hoti hay. jo trader chotay account say lambay time kay liye market main is kabil rehta hay kay wo trading ker sakta ho to us ko acha trader mana ja sakta hay. que kay choti equity kay sath market main zayda time kay lye trading kertay howay rehna kafi mushkil kam hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

                            forex mai hamy capital ko high rahkna chahey pher he forex hamy acha profit dy ga forex aik international business hain forex mai hum live trading karty hain yai studenst ky liye bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chotay Trading Capital Se Lamba Arsa Trading Karna.

                              forex mai agar hum capital ko km rahy gy to hamy is ka profit be km he mily ga or agar hum capital zada rahky gy to hamy profit be zada mily ga lakin forex mai investment karny ky liye hamara experience bohat acha hona chahey forex mai agar hum kam karty howe aik cote galti kar dy to hamy loss ho jata hain is mai market ka koi qasur nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X