Pull back strategy aksar account wash ka sabab banti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pull back strategy aksar account wash ka sabab banti hai
    Dear aap ko pata hona chiay kay kay forex trading main jab aap pull back strategy use kartay hain.
    Or aap ka bonus account main bonus less hota hai.
    Means to say kay aap ka bonus takreeban 300usd hai.
    Or aap ko market conditions ka he nahi pata.
    Bearish market main aap waqkfay wakfay say buy karain gay to aap ka account wash ho sakta hai...
    So is tara kay fazool strategy per apna bonus zaia mat karain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
    Dear aap ko pata hona chiay kay kay forex trading main jab aap pull back strategy use kartay hain.
    Or aap ka bonus account main bonus less hota hai.
    Means to say kay aap ka bonus takreeban 300usd hai.
    Or aap ko market conditions ka he nahi pata.
    Bearish market main aap waqkfay wakfay say buy karain gay to aap ka account wash ho sakta hai...
    So is tara kay fazool strategy per apna bonus zaia mat karain..
    ... assalamu alaikum bhai aapne bilkul theek kaha hai hame Aise hey Apna time waste nahi karna chahiye Hume trading ke liye Jyada Se Jyada posting Karni chahiye aur Hame Apna profit or loss ka khayal rakhna chahiye
    • #3 Collapse

      Jee haan brother aapne bilkul theek kaha hai agar hum down trend mein buy ka baar baar order lagayenge to definitely hame nuksaan hoga aur hamara nuksaan barhta barhta hamara account wash kar jaye ga jis ke baad siwaye hath malnay k aur kuch nahi bachega is liye hame apne capital ka dhyan rakhna chahiye kyunki apna balance bachana bhi profit mein aata hai..
      THKS
      • #4 Collapse

        g haan humey fazool strategy pe bonus zaya nahe karna chaiye pull back k bohat se traders faida b letay hain but wo bohat experience walay hotay hain
        aksar traders chotay time frame pe strong trend mei trade le letay hain guess kartay hain k ab yahan se pull back hogi market so ess mei loss se bachnay k liye
        aap koshish karain trend ki trade karain jo bhi strategy ho wo trend k mutaabik ho
        • #5 Collapse

          Yes dear of course forex market Mein Jab Hum pullback strategy use karte hain to Akshardham a forex market Mein losses ka Samna karna padta hai.
          Hamara account Akshay Kumar's Ho Jata Hai Kyun Ke Hum fast trade open Karte Hain Uske lot size bahut zyada Rakh lete hain jaise Jaise Hamari pullback strategy Fail Ho Jati Hai.
          Hame chahiye kya Hum Jab analysis Kare forex market Mein Tum pull back strategy ji ke upar forex market Jab against the trend move Kare unexpected full back strategy use karna chahiye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex trading main hmari zara se bhi galti hmain bara loss karwa skti hai es liye aghr tu ap k pass bara ccount hai tu apko ayse strtgy bnaani chaye jis se ap proftable profot eran kars kaen or apni trading main trend ko follow karen kbhi bhi trend k opposite main trading na karen ayse apko loss ho skta hai or apka account bhi wash ho skta hai trading karny se

            اب آن لائن

            avatar Sword
            avatar Hassi
            avatar Hooram
            Working...
            X