When i lose a trade. then what is my next step to do?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    jab b hum kam karty hain to humain learning kar kay market main kam karna ho ga kun kay humain market kay har step ko follow kar kay trade main kam karna ho ga ta kay loss km ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Agar humy Forex me loss ho jaye to humy zyada tension nahi leni chahye q k profit aur loss to is business ka aik main part han aur isi trha hi humary knowledge aur experience bhi increase hota han isi liye humy chahye k is business ko zyada learn kary aur apni trading skills ko bhi improve kary.
      • #318 Collapse

        Dekhen forex main hmesha ap ko ap ki kisi na kisi mistake ki waja say hi loss hota hay jab ap ko esi situation ka samna karna par jay to ap ko chahiye kay dil halka na karen balkay relax rahen aur apni trade ka jaiza lay kar ye jan'ny ki koshish karen kay ap say kahan par mistake hoi hay phir again us ko repaert karnay say guraiz karen
        • #319 Collapse

          jb ap ko trade krty howay loss ho jai to iss se preshaan na hoon .or iss loss ko cover krny mai jald baazi na krain. araam se thnday dimag se new trade ki strategy banain or jb trade mily to krain otherwise wait krain. jaldbaazi mai aa kr mazeed galt trade na krain.
          • #320 Collapse

            agar trading me kabi loss ho jata hay to app ka next step ye hona chaye k app trading ki planing bana kar apny loss ko recover karny ki koshish karo
            • #321 Collapse

              Agar apko kisi aik trade main loss ho jata hai tou apko same trade ko tab tak close nehi kerna chahiay ky jab tak market reverse move kery aur apka same loss recover ho ker apki trade profit main na chali jaey so forex market main loss hony per bhi with relaxed mind profit hony ka wait kerna chahiay
              • #322 Collapse

                Loss aur profit to is business key parts hain. Is leye loss sey ghabra kar trading ko goodbye nahi kehna chaheye balkeh un mistakes ko remove krna chaheye jin ki waja sey loss ho raha hy. Loss sey bachney key leye learning zarori hy. Market ko pehlay analyse krna chaheye aur phir different strategies ko use kr key loss ko control krna chaheye.
                • #323 Collapse

                  Mery dost mera to app ko mashwara ho ga k jab bhe app loss kerty hain to pher app us main emotional condition main aa jaty hain to us time trading stop ker k app ko aik din rest k bad he market main dobar enter hona chahy pher he app trade ache ker sagty hain
                  • #324 Collapse

                    Jab hamain kam krty hoy loss ho to hamain chaye k aram sy beth k apny loss honay ki wja daikhain usko smjhain or us k baad dobara trade krain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #325 Collapse

                      jab ham trade loss karte hain to is ka matlab hota hai k ham na sahi analyze nahee kia aor jald baazi main trade open kar di is k saath hi money management ko bhi nahee samjha agar samajhte to abhi hamari trade loss main to hoti lekin account wash hone ki nobat naa aati balk ye profit main bhi jaa sakti thi is liye jab ham ko loss ho to apni misatkes ko dekhna chaye aro un ko yaad rakhna chaey taa k aaina aisi mistake naa ho
                      • #326 Collapse

                        Dear jab ap ko loss hota hy ap ka next step learning ka hona chahiye k ap ye dekho ap ko loss kis waja se hua ap apne weak point dekho phr on pe practice karo ta k ap ko faida ho aur ap enjoy kar sako apni life ko,..
                        • #327 Collapse

                          Forex trading kay doran ager app ko trading mai loss ho raha hai tu sab say pehlay try karin ke loss honay ke aik dam baad mai new trade kahabi b open na karin aur try karin ke trade mai kuch waqat lain aur market ka nai saray say analysis karin aur phir iss kay baad he trade b open karin .
                          • #328 Collapse

                            Ap phly to losss hony hi na do agr ap ko loss hota hy to ap sbr sy kam lo our phr sy dyhan dy k trading kro us su ho sgta hy ap ka loss recover ho jaye our ap phr profit bna lo our loss hony hi nai dyna chiya sahi dyhan sy dykh k teading kr i chiya
                             
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • #329 Collapse

                              Kuch trader ehsy bhi hoty hy k un ko jab loss hota hy to who bhag jaty hy trading sy our smjhty hy k ya kam nakli hy dhoka hy pr ehsa hota nai hy who galti krty hygalat taime pr galat trade kr rhy hoty hy jis ki waja sy un ko loss ho raha hota hy loss ho jaye to sbr sy kam lyna chiya our zeada mhnat krni chiya
                               
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                jub bhi hume loss huta hai hume iss cheez ka khiyal rkhan hu ga k hume himat se kaam lena chahiey aur woh bhi chhaiey k hume agla step positve lena hu ga aur jo k hum sub k liye buaht zarori hai so hume tenssion k ilawa iss mein kaam lena chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X