Jaiza: currency ki taqaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: currency ki taqaat
    Currency Strength

    koi be strong currency apny country ki purchasing aur selling power ko increase karny key ley important samji jati hay, aur other countries key sath strong selling purchasing ratio ko be increase karti hay, jes country ki currency strong hoti hay wo other countries ko apny product higher price par farokhar karti hay jes se es country ki economy strong hony me important roll play karti hay, currency strength countries key economy par bahot hi zeyda asaar karti hay agar US dollar weak ho jaye to united state key product me mazeed ezafa ho jata hay aur es ki maang me be ezafa ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Currency Strength

    koi be strong currency apny country ki purchasing aur selling power ko increase karny key ley important samji jati hay, aur other countries key sath strong selling purchasing ratio ko be increase karti hay, jes country ki currency strong hoti hay wo other countries ko apny product higher price par farokhar karti hay jes se es country ki economy strong hony me important roll play karti hay, currency strength countries key economy par bahot hi zeyda asaar karti hay agar US dollar weak ho jaye to united state key product me mazeed ezafa ho jata hay aur es ki maang me be ezafa ho jata hay.
    Well bro aap ne cruncceis .k bare men bahot hi achi information di hai hamen pata hona chahiye k ham kiss country ki crunccy k9 sell buy kr rhe rhen q k kissi bhi country ki economic position ka asar uski crunccy pe hota hai
    Hamen kissi bhi pair pe kaam krte waqt pta hona chahiye k ham jiss crunccy pe kaam kr rrhe hain uske country ki economic position kia hoti hai ham phor ussi k motabiq work krte hain
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ki baat bilkul theek hai Kisi bhi country main agar humne forex market mein oecd countries currency pairs ke upar trading karna hai.
      Toh Hame Chahiye Hota Hai ki currency market mein Hum Apne analysis Kare aur jo currency exchange market Hoti Hai usme Agar Kisi bhi country ka currency strong Hai To usko country Mein buying and selling ko Jyada acchi milti hai.
      Hame is country ki economic conditions ko dekh kar market me trading karna hoti hai..
      • #4 Collapse

        Currency pairs pa hamein trade ka leye un countries ki halya economic halat ka b pata hona chahye phr us hisab se buy/Sell krna chahye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: currency ki taqaat

          forex mai jaiza currency ke bohat ahmeyat hain hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis kouse karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy

          اب آن لائن

          Working...
          X