Gold trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading
    Gold ki market ko har trader understand nahi kar sakta hay hamy gold ki market ko buying aur selling decisions kesy Impact (muta'ser) karti hay es ki learning bahot hi important hay, 2nd different time charts me market ka short movement ka kabi be jaiza nahi lena chaye hamesha focus overall movement ya long movement par hi karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat bilkul teek hay forex trading aik bhot hi acha business hay laiken risky bhi bhot hay aor mera jahan tak kheyal hay gold per her banda trading nhi ker sakta oski waja ye hay kay gold ki moving bhot hi fast hay aor spread bhi zeyada hay is baat ma tu koi shak nhi hay kay gold profit bhi bhot deta hay laiken ager zara si ghalti ker di ya news hamaray khelaaf c
    hali gien to pher account ko wash kernay ma zara barabar bhi time nhi lagata.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Gold ki market ko har trader understand nahi kar sakta hay hamy gold ki market ko buying aur selling decisions kesy Impact (muta'ser) karti hay es ki learning bahot hi important hay, 2nd different time charts me market ka short movement ka kabi be jaiza nahi lena chaye hamesha focus overall movement ya long movement par hi karna chaye.
      Well Brother you are right i am agree with you aap ne gold k bare men kafi achi information di hai gold ki teaditr waqe kafi danjrous hoti hai aur hamen gold ki teaditr k liye acha experience hona bahot hi zaruri hota hai
      Aur hamen gold k liye jab tak acha experience nhi hoga ham kamyab nhi ho saken ge gold ki value kafi ziada hoti hai isliye hamen gold men soch smajh k sath hi trading krni parti hai ta k ham kamyab ho saken
      • #4 Collapse

        hmmm dear ap ny bilkul thek kha lekin dear gold aysa pair ha jis mein ap fast earning kr sakty hein or bohat he achi earning kr sakty hein is liye agar is ki movement or market ki analysics k sath is mein trading ki jaye to is sy ap kam time mein or bohat he acha profit earn kr sakty hein agar dear i think 1000$ ka balance backup mojod ho to ap sirf ek pair or wo sirf gold he select kreen or is mein he work kreen or market chart ko dakh kr is mein work kreen q k gold 1170 to 1300 tk he zyada movement hoti ha is liye is k bech mein buy sell trading sy is sy kafi acha profit earn kiya ja sakta ha or easy 100$+ ek month mein return kiya ja sakta ha
        • #5 Collapse

          gold treding sub sy risky hy esy hr bnda handle nhi kr skta q k gold market boht hi tezi sy movmnt krti hy r up dawn hoti hy jis ki wja sy es m profit boht mushkil dy earn hota hy es liy forex treading m hm jb tk export nhi bn jaty hen hmy risk nhi lena chahiy r gold py tread order kr k apna acount wash nhi krwana chahiy.
          • #6 Collapse

            Gold trading bohat zada risky hai. Likan ap nay gold par trade krna hai tou ap planning aur news ko zaroor follow kray. Es say ap ak achi planning ban sakty ho. Jis say ap ko market mai regular earning hasil ho gy. Ap kay loss bhe kam ho gy. Gold market mai news ki bohat zada important hai.
            • #7 Collapse

              Re: Gold trading

              gold main trade karna kafi acha hota hay magr humain agr success hasil karni hay to is main active ho kar kam karna ho ga kun kay gold ki market main movment kafi fast hoti hay jis main ye hota hay kay humain kabhi profit ho jata hay or kabhi loss ho skta hay is main lot ka siaze b humain dyhan say set karna hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Gold trading

                Je ha bilkul sahi kaha apny gold aik aisa pair hai jiss ke movement bohat zyada hai hoti hai aur ussy aik mint me samjhna bohat he mushkil hai iss liye ager aap gold pe trade karty ho to ussy chahye ke ke market ko bareek bene se analysis kary aur samjhny ke koshish kary ke market ke agli movement kia ho ge
                • #9 Collapse

                  Re: Gold trading

                  g sir ham ko as main gold main hi trading karny chahiy hai agar ap ko kayab hona hai tu dhyan se bhi ap ko as main trading karny ho gy aor asmap ko dil se kma karna chahiy hai tu hi ap as forex trdaing main kamyb hain as main kamybi ka aik hi rasta hai keee as main mihnat karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold trading

                    gold aik strong pair hain is mai trading karna bohat risky hain is mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience or deposit be bohat acha hona chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy agar hum forex mai new hain to hamy god mai trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold trading

                      forex mai gold aik strong currency hain hamy acha knowledge hasial kar ky ache amount deposit kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain agar hum fore mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold trading

                        Dear mery khyal main new trader ko gold par trading nhi karni chahiy ku ky gold ke markeet ko samjna etna asan nhi hai ku ky gold ke markeet main boht jald moving ati our samjna asan nhi hota
                        likn ham zaida profit ky chaker main gold par trading karty hai likn hota ye hai ky ham apna account he jald wash kar lety hain es liy koshish karin jab tak app markeet ko samj na jain tab tak gold par trade na krain to best rahy ga

                        gold main profit acha mil jata hai es liy gold par har koi trade karna chata hai likn new trader dosry pairs par trading karin to acha hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold trading

                          forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky gold mai trading karne chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international busienss hain agar hum is mai tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai dunya ky bary bary mumalik involve hain is mai hamara koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X